Posts

Showing posts from October, 2016

Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai - Naat Lyrics

Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah Tumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne Muhammed ko Khuda e Pak ne Dulha banaya hai Namazaun me Azaan me Kalmah me aur Arsh par har ja Khuda ne naam Tera naam se apne milaya hai Zameen ko cheerte daude huwe aae hai khidmat me Darakhtaun ne isharah Aapka jis waqt paya hai Tumhari zaat par kyun kar bharosa ho na alam ko Gunah-garaun ko Tumne naar e dozakh se bachaya hai Ijabat ne liya bosah Tumhare pyare hotaun ka Dua ke waaste jis waqt Tum ne lab hilaya hai Koee pur saane haal apna nahi hai Ya Rasoolullah Jo apna hai to Tu hai aur baqi sab paraya hai Sana e Mustafa woh bhi rawayat e sahiha se Jameele Qadri kya khoob tere paas maya hai

Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain - Naat Lyrics

Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain Jiss taraf dekh lo Sarkar nazar aate hain Aaj bik jaun, ke yeh mauka na ayega kabhi Aaj woh khud hi kharidaar nazar aate hain Aise lagta hai mere Aaqa challe aate hain Raqs karte dar-o-deewar nazar aate hain Ankh se ansoo nahi, sajde gira karte hain Jab tere Gumbad-o-Minaar nazar aate hain Jis ki qismat mein ho Taiba ki galli ke phere Woh na jannat ke tallabgaar nazar aate hain Aise lagta hai mere Aaqa challe aate hain Wajd karte dar-o-deewar nazar aate hain Qadmon ka kaam hai yeh dagmaagate hain Dil to gir jaayein jahaan wahin parre rehte hain Unke aane ki gharri hai woh hain aane waale Mere Sarkar ki mehfil ko hum saajaye hue hain Maine meraj ki shab baat yeh jaani hai Sammi Jo ho Dilbar unhein Dildaar nazar aate hain Na baharein na hi gulzaar nazar aate hain Jiss taraf dekh lo Sarkar nazar aate hain

Mustafa aa gaey Mustafa aa gaey - Naat Lyrics

Chaar su Rahmatoon ke ujaale huwey Bazm-e-kowneyn ke peyshwaa aa gaey Zaraey aflaak se baatein karney lagey Mustafa aa gaey Mustafa aa gaey Gham ke maarey huwey muskaraaney lagey Zulmatoon ke makeen jagmagaane lagey Be kasoon ke muqaddar thekaaney lagey Sab ke muhsin habeeb-e-Khuda aa gaey Hazrat-e-Musa jin ko taraste rahey Ibn-e-Maryam bhi jin ki khabar dey gaey Pehley aaey huwey jin ke peechay kharhey Aaj woh khaatim-ul-anmbiya aa gaey Be zabaanon ko tarz-e-sadaa bakhsh di Fani insaaniyat ko baqaa bakhsh di Dushman-e-jaan ki har ik khata bakhsh di Ban key Rehmat Shafi-ul-waraa aa gaey Shab gazeedah ko nur-e-sahar de diya Kor-e-deedah ko zowq-e-nazar de diya Be nawa ko dua ka asar de diya Saari makhlooq ka aasra aa gaey Zikr keysey karon wasf Sarkar ka Kya bayan ho samaan un ke darbaar ka Dil Zahuri bana matla’ anwaar ka Jab tasawwur mein woh dilrubaa aa gaey

Mujhe Dar pay phir bulana - Naat Lyrics

Mujhe Dar pay phir bulana, Madani Madine Wale Mae ishq bhi pilana, Madani Madine Wale Meri aankh me samana, Madani Madine Wale Banay dil Tera thikana, Madani Madine Wale Teri jab ke deed hogi, jabhi meri eid hogi Mere Khwaab me Tum ana, Madani Madine Wale Mujhe sab sata rahe hain, mera dil dukha rahe hain Tumhi hausla badhana, Madani Madine Wale Mere sab azeez chootay, mere yaar bhi to roothay Kaheen Tum na rooth jana, Madani Madine Wale Mai agar chay hoon kamina, Tera hoon Shahe Madina Mujhe seenay se lagana, Madani Madine Wale Tere Dar se Shaha behtar, Tere aastaan say badhkar Hai bhala koee thikana, Madani Madine Wale Tera Tujh se hoon sawali, Shaha phairna na khali Mujhe Apna Tum banana, Madani Madine Wale Yeh mareez mar raha hai, Tere haath me Shafa hai Ai Tabeeb jald aana, Madani Madine Wale Tu hi Anbiya ka Sarwar, Tu hi do jahaan ka Yawar Tu hi Reh-baray zamana, Madani Madine Wale Tu hai be-kasaun ka Yawar, Ai mere ghareeb parwar Hai Sakhi Tera Gharana, Madani Madine Wale Tu Khu

Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla - Naat Lyrics

Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Sab pareay…. Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Bohoth bay kararee kay alam main hoo main Mayree bay kararee mitaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil gar abid kay dil may samaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujey bi Madiney bula merey Mowla Karam ki thajali dikha merey Mowla Bohoth bekarari key alaam mey hu mey Meri bekarari mita merey Mowla Sunaah hai Madina karam hi karam hai Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka Meri bhigari aab thow bana merey Mowla Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu Mey Therey Muhammad key Dhar

Mujhay ataa koii naam hoga - Munajat Lyrics

Mujhay ataa koii naam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Mayra bhi koii maqaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Madina e paak kay safar mayn wo marhalay aa-ayn gay yaqeenan Safar simatt kar dogaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Jahaan ghulamaan e mustafa kay hazaar haan qaafilay rukayn gay Wahaan mayra bhi qayaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Huzur ki bazm e khaas hogi huzur say arz e haal hogi Mujhay bhi izn e kalaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun Huzur farma-ayn gay yay mujh say, hamayn bhi naatayn sunaaii ja-ayn Qaseedah gustar ghulaam hoga, issi tawaqqo pay ji raha huun

Me sadqe ya rasoolallah - Naat Lyrics

Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daaman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Dhoom unki naathani ki machate jaye gai Ya rasoolallah na nar’ah lagate jaye gai Naathani mowt bhi hamse churah sakhti nahi Qabr me bhi mustafa ke geet gate jaye gai Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Kiyi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai Tera zikhar karte karte yeh maakam aagaya Jise pike shehsaadi balagal ullah pukare Mere daast natawa me wohi jaamp aagaya hain mujh pe mowla ka karam hai Unki naatein parta hoon, daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Saadaye durood-o-ke aati rahe Jine sun kar dil shaad hota rahe Khuda ahle- sunnat ko aabad rake Muhammed ka milad huta rahe ga Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Jitna diya sarkar ne mujh ko Utni meri o

Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani - Naat Lyrics

Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Nagar Nagar Aur Dagar Dagar Phirta Hoon Mara Mara Mujh Dukhiya Ka Is Duniya Main Koi Nahin Sahara Tumhi Senay Say Laga Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Teri Ziarat Kay Hain Talib Kardo Duri Yeh Doori Humain Dikha Do Apna Jalwa Hasrat Ho Yeh Puri Chehra Noorani Dikhado Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Rotay Rotay Omer Guzari Milan Ki Sham Na Aaee Kiya Mairay Aaka Aap Ko Mairee Ata Pasand Na Aaee Phir Kuoon Tum Nay Dair Lagaee Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Haryale Gunbat Ka Manzar Jannat Se Hai Pyara Kabay Ka Kaba Hai Roza Pyaray Nabi Tumhara Jali Rozay Ki Dikha Do Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani

Muje Rang De Muje Rang De - Hamd Lyrics

Muje Rang De Muje Rang De Maula Maula Muje Rang De Maula Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai. Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai. Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Baksh De Hai Muje To Tera Hi Asra Tu Halim Hai Tu Rahim Hai.

Muhammad Nabiyyina - Naat Lyrics

Muhammad Nabiyyina, Muhammad Nabiyyina, Ya Shahe Madina, Ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Tez bohat hai dhaara, Mera koun sahaara, Kar do ek ishaara, Toofan banne kinaara Tere hawale hai Aaqa, yeh mera safeena. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Waqt-e-naza jab aa jaaye, Mujh pe karam yeh ho jaaye, Aal-e-Aba ke ho saaye, Naam Tera lab pe jab aaye, Mohsin ko ho jaaye ata, bas Khaak-e-Madina. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Yeh betaab nigaahein, Har damm ashq bahaaye, Dil deta hai sadaaye, Qadmon mein bulaaye, Gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammad Nabiyyina, Muhammad Nabiyyina, Ya Shah-e-Madina, ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada,

Muhammad Mustafa Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai - Naat Lyrics

Muhammad Mustafa Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Habibe Kibriya, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Parho Salley Ala, Salley Ala, Salley Ala, Har Dam Ke Mehboobe Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Wuzu Se Aaein, Bethein, Ba Adab, Bhejein Durood Unpar Jahan Ke Rehnuma Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Farishtey Alamey Bala Se Sun, Sun Kar Yeh Kehte Hain Chalo Noore Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Huey Hai Jis Ke Faizey Noor Se Donon Jahan Raushan Usi Shamsud Doha, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Nikala Jis Ne Chashmah Aab Ka Ungli Se Jangal Mein Usi Behre Sakha, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Duaein Mangley Jo Mangni Hon Haqq Se, Aey Akbar Tere Mushkil Kusha, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa

Aao Sab Nabi Nabi Karein - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Siddiq Se Pucha Ya Nabi, Sadaqat Bole Ya Nabi, Umar Se Pucha Ya Nabi, Adaalat Bole Ya Nabi, Usman Se Pucha Ya Nabi, Saqhawat Boli Ya Nabi, Haider Se Pucha Ya Nabi, Shuja'at Bole Ya Nabi, Mushkil Mein Kahon Ya Nabi, Ya Nabi,Ya Nabi,Ya Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Ki Dhadkano Ki Hai Sada Khuda Khuda Nabi Nabi, Lahoo Ki gardishon Se bhi Uthi Sada Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Hadise Mustafa Hai Yeh Khuda Ne Khud Bhi Keh Diya, Jo ho Gaya Hai Aapka Ho Hai mera Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Jo Shakime Rasool Hai Woh Mu

MUHAMMAD jo ro ker duwa maangtay hain - Naat Lyrics

MUHAMMAD jo ro ker duwa maangtay hain KHUDA  say KHUDA  jaane kya maangtay hain KHUDA jaanay kya shay, jiss ko KHUDA ko Wo sajday may sar ko jhuka maangtay hain Kabhi baith ker iltaja ker rahey hain Kabhi haath uunchay utha maangtay hain Ilaahi karam kar day Ummat pay Maire Wo kya aur iss kay siwa maangtay hain Yay wo der hay jiss der pay Khairaat aa ker Gada tou gada, Ambiyaa  maangtay hain Yahaa milti hay deen-o-duniya ki raahat Issi der pay Shaah-o-gada maangtay hain Madinay main ay Nuur bulawaey Hazrat Dua hum yay subh-o-masa maangtay hain MUHAMMAD jo ro ker duwa maangtay hain KHUDA  say KHUDA  jaane kya maangtay hain

Mowla Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan - Naat Lyrics

Mowla Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan A’la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi Alhumdo Lillaahe Munshil Khalqe Min Adami Shum Mas Salaato Alal Mukhtaare Fil Qadami Muhammadun Sayyedul Kawnaïni Wa-thaqalaïni Wal Fareeqaïni Min Urbiw Wa Min Ajami Amin Tazak Kore Jiraanim Bezi Salaami Mazajta Dam-An Jara Mim Muqlatim Bedami Fama Le Ay Nay Ka In Qultak Fofa Hamata Wama Le Qalbe Ka Inna Qultastafiq Yahemi Fa Kayfa Tunkero Hubbam Ba’ada Ma Shahedat Behi Alayka Udulud Damaey Was Saqami Astagferul-Laaha Min Qawlim Bela Amaalin Laqad Nasabto Behi Naslal Lezi Ooqomi Nabiyyonal Aameerun Naahi Falaa Ahadunn Abarra-Fi Qawli La Minhu Wa laa Na’Aami Huwal Habibul-Lazi Turja Shafaa’-Atohu Li Kulli Hawlim-Minal Ahwaali Muqtahimi Da’aa Ilal Laahee Fal Mustamsi Kuna Bihi Mustamsi Kuna Be Habli Ghaïrinn Munfaswimi Kaz Zahre Fi Tarafin Wal Badre Fi Sharafin Wal Bahre Fi Karamiw Wad Dahre Fi Hemami Ya Akramal Khalqe Maliman Aluzo Behi Siwa Ka Inda Hululil Hadesil Amami Wal Aale Was Sahbe Summat Tabe-Eena La

Momino khushiyan manao Kamli wala aa gaya - Naat Lyrics

Momino khushiyan manao Kamli wala aa gaya Rab-eSallim gun gunaaon, Kamli wala aa gaya Chehra-e-wal fajr sey aur gaysu ey wal-layl sey Dil ko aa’inah banaao, Kamli wala aa gaya Jhuk geyaa sajdey main baytullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil key jalaao, Kamli wala aa gaya Godi mein ley kar Halimah Sa’diyah ney yun kahaa ‘Azmaton key geet gaao, Kamli wala aa gaya Jashn-e-milaad-un-Nabi main un key zikr-e-paak sey Najdion par qehr dhaao, Kamli wala aa gaya Chaand sooraj aur sitaaro kehkashaan ard-o-falak Roshni apni barhaao, Kamli wala aa gaya

Meri qismat ko jaga do ya rasool - Naat Lyrics

Meri qismat ko jaga do ya rasool ek jhalak apni dikha do ya rasool khwaab mein tashreef la kar aik baar deed ka sharbat pila do ya rasool aa gaya beemaar aye mere tabeeb to shifaye kamila do ya rasool umr bhar teri sana khwani karoon har rukawat ko hata do ya rasool woh kabhi bhi uth nahi sakta jise tum nigaahon se gira do ya rasool baksh dega har khata meri Khuda tum zara lab ko hilaa do ya rasool umr isiaa kay sabab barbaad hai tum khatayein bakshwa do ya rasool na kahoon tum se to phir kis se kahoon meri bigri ko bana do ya rasool chaand ko ungli se mehd-e-paak mein jis taraf chaho jhuka do ya rasool sooi mil jaye andhera bhi ho gar tum jo aa kar muskura do ya rasool tum jo chaho to phira kar shams ko raat ko bhi din bana do ya rasool ghair kay dar per mein jaoon kis liye jub talab se tum siwa do ya rasool hai bara weeran shaha qalb-e-ubaid apnay jalwon se basa do ya rasool

Meri Jholi Mein Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke - Naat Lyrics

Image
Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Azal se kha raha hai ye gada tukhe Muhammad ke Padi hai kya mujhe shahon ke dar se jaake mai maangun Khilata hai mujhe mera Khuda tukde Muhammad ke Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Padi hai kya mujhe shahon ke dar se jaake mai maangun Khilata hai mujhe mera Khuda tukde Muhammad ke Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Inhe khaakar Abu Bakr o Umar Usman bante hain Ye rutbe mein hain kuch aise juda tukde Muhammad ke Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Hain shehre ilm khud Aaqa Ali hain uska darwaza Tu darwaza se aa aur khaeja tukde Muhammad ke Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Azal se kha raha hai ye gada tukhe Muhammad ke Mere Maula Ali o Fatima Hasnain ke sadqe Meri naslon ko bhi karna ata tukde Muhammad ke Meri jholi mein rehte hain sada tukde Muhammad ke Sallallahu Ala Mohammad Sallallahu Alayhi Wa Sallam

Meri Dharkan Mein Ya Nabi - Naat Lyrics

Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya Hai Teri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Dar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke Andar Kabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ye Talab Thei Ambiya Ki Rukh-e-Mustafa Ko Dekhein Ye Namaz Ka Waseela Unhe Kaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Do Jahan Ki Ne’matoon Se Tere Dar Se Jo Bhi Maanga Mere Daaman-e-Talab Mein Woh Tamaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Jisse Pee Ke Sheikh Saadi Balaghal Ula Pukarain Mere Dust-e-Natawan Mein Wohi Jaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Woh Adeeb Jisne Mehshar Mein Bipa Kiya Hai Mehshar Woh Kaheingay Aao Dekho Ye Ghul

Meri barbaad basti ko basa do ya rasulallah - Naat Lyrics

Meri barbaad basti ko basa do ya rasulallah Kinaray par meri kashti laga do ya rasulallah Merey tareek dil par nuur ki basaat ho ja-ay Merey qalb a syaah ko jagmaga do ya rasulallah Ghira huun marz e issiyaan mayn gariftar e masa-ib huun Mujhay iss qeyd say lillah bacha do ya rasulallah Mera maskan madina ho mera madfan madina ho Mera seena madina hi bana do ya rasulallah yeh ankheyn aap key deedar ki talib hai muddath say ruhay par nuur say pardah hata do ya Rasulullah

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi - Naat Lyrics

Mere Wird-e-Lab Hai Nabi Nabi  Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe rasool  houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera dil makan-e-habeeb hay Main mareeze ishqe rasool  houn Wo habeeb mera tabeeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Mera us gali se hay rabta Jahan sur jukhatay hain unbeea’a Mera us gali se hay rabta Jahan sir jukhatay hain unbeea’a Jahan rehmaton ka nuzool hay Jahan rehmaton ka muzool hay Wo jo urshe huq kay kareeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Main bara ameer-o-kareeb houn Main bara ameer-o-kareeb houn Shay do sra ka aseer houn Duray Mustafa ka fakeer houn Duray Mustafa ka fakeer houn Mera rifa’ataon maon naseeb hay Mere wird-e-lab hay nabi nabi Main ghumon-o-ulm main houn mubtala Koi kia keray ga meri dawa Main ghumon-o-ulm main houn mubtala Main ghumon-o-ulm main houn mubtala Koi kia keray ga meri dawa Mera do jahan main teray siwa Mera do jahan ma