Posts

Showing posts with the label qaririzwan

Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam - Manqabat Lyrics

Image
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Madine walon gawah rehna Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Katein hain baazu chida hai seena Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Gareeb

Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai - Salaam Lyrics

Image
Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Charag-o-Masjid-o-Mimbar salam kehte hain Nabi, Rasool-o-Payambar salam kehte hain Ali-o-Fatima, Shabbar salam kehte hain Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Khuda ki raah mein sir ko kata diya tumne Nabi ke deen pe ghar ko luta diya tumne Nishan-e-Kufr ko yaksar mita diya tumne Tumhein Khuda bhi tumhara salam kehta hai Tumh

Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa

Image
Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Har dard mein sambhala Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe

Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai - Naat Lyrics

Image
Jaan-o-Dil qurbaan hai Jaan-o-Dil qurbaan hai Woh toh aashiqon ki jaan hain Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Mera ghar, aulad o jaan Mehboob par qurbaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Maalik-o-Mukhtar Aaqa Maalik-o-Mukhtar Aaqa kaisa woh Zeeshan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Pher letin dil pe churiyan Yeh mera imaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Dilbare Ma

Tere damane karam me jise neend aa gayi hai - Naat Lyrics

Image
Tere damane karam me jise neend aa gayi hai Jo fana na hogi aisi use zindagi mili hai Mujhe kya padi kisi se karu arze mudd'a mai Meri lau to bas unhi ke dar e jood se lagi hai Wo jahan bhar ke daata mujhe fer denge khaali Meri tauba ai khuda ye mere nafs ki badi hai Mai maru to mere maula ye malaika se keh de Koi is ko mat jagana abhi aankh lagi hai Mai gunahgaar hu aur bade martabon ki khahish Tu magar Karim hai jo teri banda parwari hai Teri yaad thapki dekar mujhe ab shaha sulade Mujhe jaagte hue yoon badi der ho gayi hai Tera dil shakta Akhtar isi intezaar mein hai Ke abhi naweede waslat tere dar se aa rahi hai

Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera - Manqabat Lyrics

Image
Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera Unche unchon ke saron se kadam aala Tera Sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa Tera  Aulia malte hain aankhen woh hai talwa Tera Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Khuda ke fazl se hum par hai saya Gaus-e-Azam ka Hamein dono jahan mein hai sahara Gaus-e-Azam ka Mureedi la takhaf kehkar tasalli di gulamon ko  Qayamat tak rahe be khauf banda Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Azeezon kar chuko tayyar jab mere janaze ko To likh dena kafan par naame wala Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Farishton rokte kyun ho mujhe Jannat mein jane se Yeh dekho haath mein daaman hai kiska Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Agar che murg sabke bol kar khamosh hote hain Magar haan murg bolega hamesha Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer

Chashme karam ki baat hai Khwaja -Manqabat Lyrics

Image
Chashme karam ki baat hai Khwaja Kya meri aukaat hai Khwaja Sab ko mile ek jaam karam ka Saavan ki barsaat hai Khwaja Khali jholi bhar jayegi Ek nazar ki baat hai Khwaja Tum hi meri laaj rakhoge Haath mein Tere haath hai khwaja Mehshar mein woh baksha jaae Jo bhi Tere saath hai Khwaja Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Hind mein nabbe lakh ko kalma padhwaya Hum par hai ehsan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Saara ana sagar kooze mein bhar aya Sunte hi farmaan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Faiz-e-Madina milta hai Ajmer se hi Rauza hai zeeshan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Rahe salamat Sunni Dawate Islami Yeh to hai faizan Tumhara ya Khwaja Saara hindustan Tumhara ya Khwaja

Rab salamat rakhe Tera sohna Haram - Naat Lyrics

Image
Ya Shafi-e-Umam Lillah kardo karam Rab salamat rakhe Tera sohna Haram Hum gulamon ka rakhna khudara bharam Rab salamat rakhe Tera sohna Haram Muntashir hain khayalaat ki wadiyan Lut chuka hai sukoon waliye be kasaan Rahem farmade ab Teri ummat hain hum Rab salamat rakhe Tera sohna Haram Hum gulamon ka rakhna khudara bharam Rab salamat rakhe Tera sohna Haram

Unko dekha toh gaya bhul mai gum ki surat - Naat Lyrics

Image
Unko dekha toh gaya bhul mai gum ki surat Yaad bhi ab toh nahi ranj o alam ki surat Khwab mein dekhun agar daafae gum ki surat Phir na waqae ho kabhi ranj o alam ki surat Aable paon mein pad jaen jo chalte chalte Raah-e-Taiba mein chalun sir se qadam ki surat Moom hai Unke qadam ke liye dil pathar ka Sang ne dil mein rakhi Unke qadam ki surat Teri tasvir khinche rue munawwar kyun kar Kaise khinche koi misbahe zulam ki surat Aaen jo khwab mein woh ho shabe gum eid ka din Jaen to eid ka din ho shabe gum ki surat Bhed ko khauf na ho sher se jo Tum chaho Tum jo chaho to bane shere ganam ki surat Surat-e-Paak woh be-misl hai pai Tum ne Jiski saani na arab aur na ajam ki surat Dum nikal jae mera raah mein Unki noorie Unke kuche mein rahun naqshe qadam ki surat

Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se Poocho - Naat Lyrics

Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se Poocho Mairaj Ka Dulha Kain Bana Jibril e Amin Se Poocho Kya Hai Tauqeer e Shah e Umam Insan Se Ho Paye Na Raqam Kya Farshe Zamin Kya Arshe Bari Sab Hai Aaqa Ke Zaire Qadam Sultan e Madina Ka Rutba Jibril e Amin Se Poocho Jibril Se Rabne Farmaya Jannat Ki Sawari Lekar Jaa Mehboob Se Ye Jaakar Kehde Abb Aake Kare Wo Sher Zara Fir Kaise Hui Tamil e Khuda Jibril e Amin Se Poocho Hai Mehwe Rahat Shah e Deen, Shasopanj May Hai Jibril e Amin Bedar Kare Kaise Seh Ko, Ho Jaye Kahi Na Beadbi Taazime Nabi Hoti Hai Kya Jibril e Amin Se Poocho Paas Aake Rasool e Azam Ke Paoo Ke Janib Khade Hue Taazim Baja Laye Pehle Fir Paoo Pe Noori Lab Rakh Ke Talwo Ko Diya Hai Kyun Bosa Jibril e Amin Se Poocho Aqsa May Sawari Jab Pohnchi Nabiyo Ki Jamaat Haazir Thi Karne Ko Adaa Rab Ka Sajda Saf Basta Jamaat Khadi Hui Hai Sharf e Imamat Kise Mila Jibril e Amin Se Poocho Pohnche Aakhir Oos Manzil Per Jalte Hai Jahan Jibril Ke Par Jibril Ruke Sarkaar Badhe Pohnche Hai

Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam - Salaam Lyrics

Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka wa’ada wafa kar diya Jis ne kumbe a kumba fida kar diya Baadshah-e-sakhawat pei lahkoun salam Jis ko ummat ka gham hi satata raha Ashq gharoun mein jo bhi bahata raha Jo muqaddar hamare banata raha Us ki sab se a’al-o-ishrat pei lakhoun salam Jis ke shohar par khanjar chalaya geya Jis ke bethe ko khoun mein nalaya geya Jis ki bethi ko qaadi banaya geya Us khatoon-e-qayamat pei lakhoun salam Samne jis ke Akbar zibaah ho geye Goad mei jis ke Asghar tarapte rahe Jis ko ummat ne teeroun ka tohfa diya Us shaheed-e-Mohabbat pei lakhoun salam Zehre khanjar bhi haq baat jis ne kahi Choot par choot seine pei jis ne sahi Jis ki Sugra Madine mei roti rahi Us ki Saim shahadat pei lakhoun salam Wo qaraar-e-dil Sarwar-e-anbiya Jaan-

Tu kareem hai kar de karam - Hamd Lyrics

Tu kareem hai kar de karam. Tu raheem hai kar de karam. Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Dunya ki mohabbat ka qaidi hoon Mujhe apni mohabbat ata kar de Main kuch bhi hoon, Tera banda hoon Aye Maula mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Teri rehmaton ka bas taalib hoon Mujhe apni himayat aata kar de Main mujrim hoon, main mujrim hoon Aye Khuda tu mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Mere har ik saans mein bass jaaye Tere dhikre munnawar ki khushboo Tere dhikre muqaddas ki khushboo Ho Ka’aba mere tassawur mein Meri nass nass bole Allah Hu Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Phir josh e Bilali paida ho Muslim ki paak azaanon mein Phir haidri naare gunj uthein Batil ke sab imaanon mein Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda - Hamd Lyrics

Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Nahin Tujh Sa Koi Bhi Dusra Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Zikr Hi To Namaaz Hai Teri Yaad Hi To Niyaz Hai Bari Sehal Hai Teri Bandagi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Kabhi Mast Dekh Ke Phool Ko Kabhi Tere Husn Qubool Ko Yehi Keh Rahi Hai Kali, Kali Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Jis Se Chahey Hosh Mein Lae Tu Jis Se Chahey Mast Phirae Tu Tuhi Hosh Dey Tuhi Bekhudi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tere Hukm Se Jo Hawa Chali To Chitak Ke Boli Kali, Kali Hai Karim Tu Hai Rahim Tu Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Daali, Daali Mein Wasf Hai Teri Pattey, Pattey Mein Hamd Hai Tera Ghunchey, Ghunchey Mein Rango Boo Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Jalwa Donon Jahan Mein Hai Tera Noor Kouno Makaa’n Mein Hai Yahan Tu Hi Tu Wahan Tu Hi Tu Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye - Naat Lyrics

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Sallaho Alaih-e-Wassalam Ka Naam Ho Jaye Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Woh Bazm-e-Khaas Jo Darbaar-e-Aam Ho Jaye Umeed Hai Keh Hamara Salaam Ho Jaye Idher Bhi Ik Nigaah-e-Lutf-e-Aam Ho Jaye Ke Aashiqon Mein Hamara Bhi Naam Ho Jaye Tere Ghulam Ki Shaukat Jou Dekh Le Mehmood Abhi Ayaaz Ki Surat Ghulam ho Jaye Mein Qayal Aap Ke Rauzay Ka Hoon Woh Qayal Tur Kaleem Se Na Kissi Din Kalaam Ho Jaye Madinay Jaon Phir Aaon Dobara Phir Jaon Tamaam Umar Issi Mein Tamaam Ho Jaye Bulao Jald Madinay Mein Hai Ameer Ko Khauf Kaheen Na Umar Do Roza Tamaam Ho Jaye Tumhari Naat Parhon Mein Sunoo Likhoon Har Dum Ye Zindagi Meri Yunhi Tamaam Ho Jaye Meri Namaz-e-

Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina Kee - Naat Lyrics

Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina Kee Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki May Madina Ki Galiyoun Pay Qurban Jinsa Juzra Hai Shah-e-Madina Is Tarha Say Mekhta Hai Rasta Eatr Jaisa Lagay Hua Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Kiya Mahakta Ta Hai Mahakna Wala Kay Bu Pay Chalta Hai Bhatkna Wala Ambar Zami Abeer Hawa Musktar Gubar Adna Ki Shankt Tera Rah Guzar Ki Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Wallah Jo Miljaya Mera Gul Ka Paseena Manga Na Kabhi Eatr Na Phir Chaya Dulan Phool Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Yah Zakam Hai Taiba Ka Yah Sabko Nahi MIlta Koshish Na Kare Koi Is Zakam Ko Seena Ki Yah Apni Nigaho Say Mastana Banata Hai Mastana Banata Hai Deewana Banata Hai Zahmat Hi Nahi Dayta Mahkar Ko Peena

Pul Say Utaaro Raah Ghuzar Ko Khabhar Na Ho - Naat Lyrics

Pul Say Utaaro Raah Ghuzar Ko Khabhar Na Ho Jibreel Par Bichaaey To Par Ko Khabhar Na Ho Kaantaa Merey Jighar Sat Gham e Rozgaar Ko Yoon Kheench Leeyjiey Kay Jighar Ko Khabhar Na Ho Faryaad Ummatey Jo karay Haal e Zaar Mein Mumkin Nahin Kay Khair e Bashar Ko Khabhar Na Ho Kehtey They Yeh Buraaq Say Uskey Sabaq Raveey Yoon Jaiey Kay Ghard e Safar Ko Khabhar Na Ho Farmaatay Hein Yeh Dono Hein Sardaar e Do jahaa Ay Murtazaa! Ateeq o Umar Ko Khabhar Na Ho Aysa Ghumaa Day Un Key Vilaa Mein Khuda Humein Dhoondhaa Karay Par Apney Khabhar Ko Khabhar Na Ho Aa Dil! Haram Ko Roknay Waalon Say Chup kay Aaj Yoon Uth Chalay Kay Pehlo Wabar Ko Khabhar Na Ho Teer e Haram Hein Yeh Kaheen Rishta Bapaa Na Ho Yoon Daykhiyeh Kay Taarey Nazar Ko Khabhar Na Ho Ay Khaar e Taibah! Daykh Kay Daaman Na Bheekh Jaey Yoon Dil Mein Aa Kay Deedah e Tar Ko Khabhar Na Ho Ay Shauq e Dil! Yeh Sajdah Ghar Un Ko Ravaa Nahin Acha! Woh Sajda Key Jiey Sar Ko Khabhar Na Ho Un kay Sivaa RAZA Koey Haamey Nahin Jahaa Ghuzra Karay

Payaam Le Ke Jo Aayi Sabaa Madine Se - Naat Lyrics

PAYAAM LE KE JO AAYI SABAA MADINE SE MARIZE ISHQ KI LAAYI DAWAA MADINE SE MILLE HAMAARE BHI DIL KO JILAA MADINE SE KE MAHR-O-MAAH NE PAAYI ZIA MADINE SE JO AAYA LE KE GAYAA KAUN LOUTA KHAALI HAATH BATAAYE KOYI SUNAA HO JO “LAA” MADINE SE WO GAYAA KHULD ME JO AA GAYAA MADINE ME GAYAA WO KHULD SE JO CHAL DIYAA MADINE SE MADINA CHASHMA-E-AABE HAYAATH HE YAARO CHALO HAMESHA KI LE LO BAQAA MADINE SE CHALE JO TAIBA ME MUSLIM TO KHULD ME POHONCHE KE SEEDHAA KHULD KA HE RAASTA MADINA SE TUMHAARE QADMO PE SAR SADQE JAAN FIDA HOJAYE NA LAAYE PHIR MUJHE MERA KHUDA MADINE SE TERE HABEEB KA PYAARA CHAMAN KIYA BARBAAD ILAAHI NIKLE YE NAJDI? BALAA MADINE SE TERE NASEEB KA NOORI? MILEGA TUJH KO BHI LE AA’E HISSA YE SHAAH-O-GADAA MADINE SE

Noor Wala Aya Hai Noor Lay Kar Aya Hai - Naat Lyrics

Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Naata Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga YA RASOOLALLAH Ka Nara Lagata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga Ghar Toh Ghar Sara Mohalla Ko Sajata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Eid a Milad-Un-NABI Ki Shab Charaga Kar K

Na kaleem ka tasawwur nah khiyaal-e-tur-e-sinaa - Naat Lyrics

Nah kaleem ka tasawwur nah khiyaal-e-tur-e-sinaa meri aarzu Muhammad meri justuju Madinah main gadaae Mustafa hun meri azmatein nah poocho mujhe deykh kar jahannam ko bhi aa geya paseenah mujhe dushmano nah cherho mera koi hai jahaan main main abhi pukaar lun ga naheen dur hai Madinah main mareez-e-Mustafa hun mujhe cherho nah tabibo meri zindagi jo chaaho mujhe le chalo Madinah meray dubne main baqi nah koi kasar rahi thi kahaa “almadad Muhammad” tho ubhar geyaa safinah siwaa is ke meray dil mein koi aarzu nahein hai mujhe mowt bhi jo aaey tho ho saamne Madinah kabhi aey Shakeel dil se nah mite khiyaal-e-Ahmad isi arazu mein marna isi arazu mein jeena

Nabi ka naam kaafi hay - Naat Lyrics

Merey kismat jagaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Ghamo ki doop ho ya phir hawaa-ain tayz chaltee ho, Mayray iss aashiyaan nay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Khushi ho ya koee gham ho, nabi ka naam layta ho, Kay har ik gham bulaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Nabi ka naam layta hoon, sukoon-e-qalb miltaa hay, Nabi kay iss deewaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Jo poocha kamli waalay nay, kahaa siddeeq akbar nay, Mayray saaray garaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Soolagti aag par habshi, kay honton say sadaa aa ee, Mayree bigree banaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaron gham mittaa nay ko, nabi ka naam kaafi hay. Yayhee kehta hay shahid be, yayhee sab log kehtay hay, Kay iss saaray zamaanay ko, nabi ka naam kaafi hay, Hazaaro