Posts

Showing posts with the label Manqabat

Mere Ghous Piya ( Man)

Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani Choot-ti Hain To Choote Duniya, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Apne Gale Mein Ghous Ka Patta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous Ke Darr Par Umar Guzari, Ghous Ke Darr Ke Hum Hain Bhikari Iss Khoote Se Khud Ko Baandha, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Waliyo Ne Di Unko Salaami, Abdalo Ne Kee Hai Ghulami Ooncha Rahega Unka Jhanda, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous Ka Daaman Kaise Chore, Jism O Rooh Ka Naata Unse Unse Thehra Deen Ka Rishta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Unke Haath Me Haath Diya Hain, Khud Ko U jagar  Bech Diya Hain Ab Na Kabhi Chorenge WALLAH, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous E Paak Ke Chahne Walo, Saath Ubaid Ke Mil Ke Keh Do Marte Damm Tak In-sha-Allah, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam - Manqabat Lyrics

Image
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Madine walon gawah rehna Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Katein hain baazu chida hai seena Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Gareeb

Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera - Manqabat Lyrics

Image
Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera Unche unchon ke saron se kadam aala Tera Sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa Tera  Aulia malte hain aankhen woh hai talwa Tera Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Khuda ke fazl se hum par hai saya Gaus-e-Azam ka Hamein dono jahan mein hai sahara Gaus-e-Azam ka Mureedi la takhaf kehkar tasalli di gulamon ko  Qayamat tak rahe be khauf banda Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Azeezon kar chuko tayyar jab mere janaze ko To likh dena kafan par naame wala Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Farishton rokte kyun ho mujhe Jannat mein jane se Yeh dekho haath mein daaman hai kiska Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Agar che murg sabke bol kar khamosh hote hain Magar haan murg bolega hamesha Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer

Chashme karam ki baat hai Khwaja -Manqabat Lyrics

Image
Chashme karam ki baat hai Khwaja Kya meri aukaat hai Khwaja Sab ko mile ek jaam karam ka Saavan ki barsaat hai Khwaja Khali jholi bhar jayegi Ek nazar ki baat hai Khwaja Tum hi meri laaj rakhoge Haath mein Tere haath hai khwaja Mehshar mein woh baksha jaae Jo bhi Tere saath hai Khwaja Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Hind mein nabbe lakh ko kalma padhwaya Hum par hai ehsan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Saara ana sagar kooze mein bhar aya Sunte hi farmaan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Faiz-e-Madina milta hai Ajmer se hi Rauza hai zeeshan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Rahe salamat Sunni Dawate Islami Yeh to hai faizan Tumhara ya Khwaja Saara hindustan Tumhara ya Khwaja

Khila mere dil ki kali Ghous-e-Azam - Manqabat Lyrics

Khila mere dil ki kali Ghous-e-Azam Mita qalb ki be kali Ghous-e-Azam Tere Rab ne maalik kiya tere jad ko Tere dar se duniya pali Ghous-e-Azam Nahin koyi bhi aisa faryaadi Aaqa Khabar jiski tumne na li Ghous-e-Azam Meri rozi mujko ataa karde Aaqa Tere Dar se duniya ne li Ghous-e-Azam Namaangoon mein Tumse to phir kisse maangoon Kahin aur bhi hai chali Ghous-e-Azam Jo Kismat ho Meri buri, achchi kardo Jo aadat ho badkar bhali Ghous-e-Azam Tera martaba aala kyun ho na Maula Tu hai Ibne Maula Ali Ghous-e-Azam Qadam gardane Awliya par he Tera HAI tu Rab ka aisa Wali Ghous-e-Azam Hamaara bhi beda lagaado kinaare Tumhe nakhuda’i mili Ghous-e-Azam Fida tumpe ho jaye Noori ye muztar Ye hai uski khwa’ish dili Ghous-e-Azam

Dare Ghaus Ka Gar Tu Saa-il Bana Hai - Manqabat Lyrics

Dare Ghaus Ka Gar Tu, Saa-Il Bana Hai Qadam Ko Hata Ne Ki, Koshish Na Karna Milegi Bemaange, Tamannaaei(N) Dil Ki Zubaa(N) Tak Hila Ne Ki, Koshish Na Karna Woh Dei(N)Ge Yaqinan, Tujhe Aasra Bhi Milega Wahi(N) Se, Tujhe Mud-Da-Aa Bhi Sakhi Ghause A’zam Ka, Dar **** Kar Tu Kahi(N) Aur Jaane Ki, Koshish Na Karna Jo Baghdaad Le Jaaey, Tujh Ko Nasiba Laga Dena Dera, Wahi(N) Par Gharibaa Wahaa(N) Mar Ke Bhi Un Ke, Qadmo(N) Se Kehna Yahaa(N) Laut Aane Ki, Koshish Na Karna Lahad Mei(N) Bhi Un Ka, Gada Hu(N) Farishto Muridaane Ghausul Wara Hu(N) Farishto May(N) Ya Ghaus Keh Kar, Bula Lunga Dekho Mujhe Tum Dara Ne Ki, Koshish Na Karna Kahi(N) Phoola, Phala, Yeh Gulshan Na Ujre Tere Haath Se Un Ka, Daaman Na Chute Zamaane Ki Fikr Se, Imaan Apna Kahi(N) Dagmaga Ne Ki, Koshish Na Karna May(N) Ehqar Hu(N) Kya, Khush Nasibi Hai Paai Mili Ghaus Ke Dar Ki, Mujh Ko Gadaai Chamakta Hu(N) May(N) Chaand, Ban Kar Mukhaalif Yahaa(N) Jagmaga Ne Ki, Koshish Na Karna

Rasoolallah Ka Jalwa Hai Jalwa Ghaus-Ul Azam Ka - Manqabat Lyrics

Rasoolallah Ka Jalwa Hai, Jalwa Ghaus-Ul A’zam Ka Ajab Pyaara, Ajab Aala Hai, Naqsha Ghaus-Ul A’zam Ka Farishtey Raukte Hai(N) Kyo(N), Mujhe Jannat Mei(N) Jaane Do Yeh Dekho Haath Mei(N), Daaman Hai Kis Ka, Ghaus-Ul A’zam Ka Meri Phooti Hui Taqdir Ki, Qismat Hi Chamak Jaaey Banaaey Mujh Ko Sag Apna, Jo Kutta Ghaus-Ul A’zam Ka Azizo Kar Chuko Tayyaar, Jab Mere Janaazey Ko To Likh Dena Kafan Par, Naam Leva Ghaus-Ul A’zam Ka Jab Lahad Mei(N) Farishtey Mujh Se Puchei(N), To Keh Dunga Tariqe Qaadri Hu(N), Naam Leva Ghaus-Ul A’zam Ka Thikaana Us Ke Niche, Ya Khuda, Mil Jaaei(N) Ham Ko Bhi Khada Ho Hashr Mei(N) Jis Waqt, Jhanda Ghaus-Ul A’zam Ka Khuda Ke Fazal Se Ham Par Hai, Saayaah Ghaus-Ul A’zam Ka Hame Dono(N) Jahaa(N) Mei(N) Hai, Sahaara Ghaus-Ul A’zam Ka Ghaus-Ul A’zam Dulha Aur Baraati Auliya Ho(N)Ge Maza Dikhlaaega Mehshar Mei(N), Sehra Ghaus-Ul A’zam Ka Hamaari Laaj Kis Ke Haath Mei(N), Baghdaad Waale Ke Musibat Taal Dena Kaam Kis Ka, Ghaus-Ul A’zam Ka Khudaavanda, Dua Maqbool Kar, H

Pir Mere Baghdaadi Ghausul Anaam - Manqabat Lyrics

Pir Mere Baghdaadi Ghausul Anaam Woh Hai Mere Aaqa, May Un Ka Ghulaam Chahite Khuda Aur Rasoole Zaman Ke Haqiqat Mein Hai Laadle Panjatan Ke Hai Kul Auliya Ke Wahi To Imaam Badi Shaan Waale Mere Ghausul A’naam Chiraaghe Vilaayat, Waliye Mukarram Karaamat Ki Shohrat Zamaane Mein Aam  Baat Aisi Waliyon Mein, Nahi Hai Kisi Ki Buland Aisi Hai Ghausul A’zam Ki Hasti Har Simat Machi Hai, Unhi Ki Dhoom-Dhaam Ghaus Ke Hi Ke Kaandhe Par Qadam Hai Nabi Ke Qadam Ghaus Ke, Kaandhe Par Har Wali Ke Yeh Hai Un Ka Rutba, Yeh Aala Maqaam Qaadri Maikhaana Aur Ghaus Mere Saaqi Kaise Rahegi Phir Meri Rooh Pyaasi Ma’arifat Ka Mujh Ko Wohi Dein Jaam Dil Se Unhe Ek Baar, Jis Ne Pukaara Us Ko Mila Allah Ke, Karam Ka Sahaara Sab Pe Tajalli Hai Yehi Subho Shaam

Imdad Kun Imdad Kun - Manqabat Lyrics

Azaranj wa gham azad kun, Dar deeno dunya shaad kun Ya Ghaus e Azam dastagheer Imdad kun Imdad kun, imdad kun, Tere haath mein haath maine diya hai Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam Nikala hai pehlay to doobay huoon ko Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam Bhawar mein phansa hai safina hamara Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus e Azam Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad Ahle saffa ke meer hai ya Ghaus al madad Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad Hum aaj ko wasir hai ya ghaus al madad Hum kaise jee rahe hai ke tum se kya kahe Hum hai alaml neer hai ya Ghaus al madad Teer nazar se peyr hai saare alam ke pir Kya yeh alam ke deer hai ya Ghaus al madad Kis dil se ho bayaan beydaade zaalimaa Z aalim bare shareer hai ya Ghaus al madad Ikhfa shararashar y a

Sunlo aye peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer - Manqabat Lyrics

Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Badlo meri bhi takdeer, badlo meri bhi takdeer Gounsal Azam Dastageer Main hoon tumhare dar ka bikhari eh shahe baghdad, eh shahe baghdad Wasta tum ko pyare Nabi  ka sun lo meri faryaad, sun lo meri faryaad Thorro gardish kee zanjeer, Thorro gardish kee zanjeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Dar se tum ne apne kisi mangte ko nahin hai taala, mangte ko nahin hai taala Aale-e-nabi ka sadka tum ne jholli mein hai daala, jholli mein he daala Barhe peer be nazeer, barhe peer be nazeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Gouns piya gilani tumhari shaan pe main qurbaan, shaan pe main qurbaan Main bhi tumhare dar pe aaoon dil main hai armaan, dil main hai armaan De do khwaboon kee tahbeer, de do khwaboon kee tahbeer Gounsal Azam da

QASEEDA-E-GAUSIYA

SAQAANIL HUBBU KASAATIL WISAALI FAQULTU LIKHAMRATI NAHWI TA AALI SA’AT WAMASHAT LINAHWI FI KU’OOSIN FAHIMTU BISUKRATI BAYNAL MAWAALI FAQULTU LISAA’IRIL AQTAABI LUMMU BIHAALI WAD KHULU ANTUM RIJAALI WAHUMMU WASHRABU ANTUM JUNUDI FASAAQIL QAWMI BIL WAAFI MALAALI SHARIBTUM FUDLATI MIM BA’DI SUKRI WALA NILTUM ULOOWI WAT TISAALI MAKAAMUKUMUL U’LA JAM’AW WALA KIN MAQAAMI FAWQAKUM MA ZAA LA AA’LI ANA FI HAZRATIT TAQREEBI WAHDI YUSARIFUNI WAHASBI ZUL JALAALI ANAL BAAZIYU ASHHABU KULLI SHAYKIN WAMAN ZAA FIR RIJAALI U’TIYA MISAALI KASAANI KHILATAN BITIRAAZI AZMIN WA TAWWAJANI BITIJAANIL KAMAALI WA’ATLA ANI ALAA SIRRIN QADEEMIN WAQALLADANI WA A’TAANI SU’AALI WA WALAANI ALAL AQTAABI JAM’AN FAHUKMI NAAFIZIN FI KULLI HAALI WALOW ALQAYTU SIRRI FI BIHAARIN LASAARAL KULLU GHAWRAN FIS ZAWAALI WALOW ALQAYTU SIRRI FI JIBAALIN LADUKKAT WAKHTAFAT BAYNAR RIMAALI WALOW ALQAYTU SIRRI FAWQA NAARIN LAKHAMIDAT WANTAFAT MIN SIRRI HAALI WALOW ALQAYTU SIRRI FAWQA MAYTIN LAQAAMA BIQUDRATIL MAWLA TA’AALI WAMAA MINHA S

Pukaroo Shahe Jilaan ko pukaro - Manqabat Lyrics

Pukaroooo Pukaroo Shahe Jilaan ko pukaro Badal jaye ghi Qismat be saharo Pukaroo Ye dar Mehbhoobe Subhnai ka dar hai Beqari ban ke aao Taajdaro Pukaro har gari ya Roosel Azam Guzaro zindagi bas youn guzaro Tumhari reeat hai bhere tarana Mori niyaan bhi mila paar utaro Ye zarre kochae Baghdaad ke hai Karo sajde yahan pei chaand taro Mori Jilaan takhaf un ka hai farmaan Na ghabrao zarra bhi gham ke maro

Sarkaare Ghaus E Azam Nazre Karam Khudaara - Manqabat Lyrics

Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Mera Khaali Kaasa Bhar Do, May Faqir Hu Tumhara  Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka Sadqa Meri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu Tumhara  Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai  Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara  Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Duniya Aise Sakhee Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara  Duniya Mei Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai  Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara  Yeh Adaa E Dastgiri, Koi Mere Dil Se Puche Wahi Aa Gaye Madad Ko, Maine Jab Jahaa Pukaara  Yeh Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Bana Liya Hai Apna  Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara

Meh toh panj than ka ghulaam hun - Manqabat Lyrics

Meh toh panj than ka ghulaam hun Mujhay ishq hain toh Khuda sey hain, mujhay ishq hain toh Rasool hain Meray mun sey aaey mehak sada, joh main naan lun tera bhool sey Mujhey ishq sar-o-saman sey hain, mujhay ishq saray chaman sey hain Mujhay ishq Un ki gali sey hain, mujhay ishq hain Un key wathan sey hai Mujhay ishq hain toh Ali sey hain, mujhay ishq hain toh Hassan sey hain Mujhay ishq hain toh Hussain sey, mujhay ishq Shahe Zaman sey hain Meh toh panj than ka ghulaam hun Huwa keysay then sey woh sar juda, jahan ishq ho wohein Karbala Meri baath un hi ki baath hain, meray saamnay wohi zaath hain Wohi jin ho shayre Khuda kahein, jinhein baabe Sale ala kehein Wohi jin ko aale Nabi kahein, wohi jin ko zaathe Ali kahein Wohi pukhta hain mey tho khaam hun Meh toh panj than ka ghulaam hun

Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam - Manqabat Lyrics

Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Daalo Nazr-e-Karam Sarkar,Apne Mangton Par Ek Baar Humne Mehfil Hai Saja’yi Bari Dair Se Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Mere Chand Main Sadqe Aa Ja Idher Bhi Chamak Uththe Dilki Gali Ghoos-e-Azam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Tere Rab ne Ma’alik Kiya Tere Jadd Ko Tere Rab ne Ma’alik Kiya Tere Jadd Ko Tere Dar se Duniya Pali Ghoos-e-Azam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Tera Rutba A’ala Na Kiun Ho Ke Maula Tera Rutba A’ala Na Kiun Ho Ke Maula Tu Hai Ibn-e-Maula Ali Ghoos-e-Azam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Meeran Waliyon ke Imam De Do Panjtan ke Naam Humne Jholi Hai Phailayi Bari Dair Se Qadam Gardan-e-Awliya Per Hai Tera Qadam Gardan-e-Awliya Per H

Ghaus e azam mayra peer allah hi allah - Manqabat Lyrics

Ghaus e azam mayra peer allah hi allah Saaray valiyon kay ameer allah hi allah Mangton ko sultan banaya choron ko abdaal Sab ki jholi bhar daytay heyn esay heyn lajpal Har mushkil aasaan banatay heyn peeraan e peer Rozon kay ayaam mayn a-ay mayray ghaus e paak Noor ki kirnay saatth la-ay mayray ghaus e paak Un kay ajaanay say ttootti kufr ki har zanjeer Jiss nay un ka naam liya he uss ka bayrra paar Jo un kay ho jatay heyn un ka he yay sansaar Aa-o sabhi un kay gunga-ayn jaag utthay taqdeer Mola ali kay aap heyn pyaray valiyon kay sardar Sab kay so-ay bhaag jaga do baghdadi sarkar Ham par bhi ho nazar e karam ham heyn bahot dilgeer

Hum Aaimmah ke muqallid hain tamaam Lyrics

Hum Aaimmah ke muqallid hain tamaam Hai Imamaun ka hamay bhi ehteraam Har Imam e waqt ne Deen ke liye Waqf ki hai jaan apni la kalaam Hai jahaan mein Hazrath Numaan bhi Mazhab Hanfi ke sar-kirdah Imaam Aapne chaha yehi aik aik pal Sur-khuru ho Ummate Khairul Anaam Ijtihaad aisa kiya Ai marhaba Mujtahid ho kar raha duniya me naam Masle tishnah na chore Aap ne Hal kiye uljhe huwe thay jo tamaam Waqt ke aahang ne Azam kaha Aap ko to Ai fiqiyah wa Ai Imam Faiz paya Aap se ahnaaf ne Wo saher ho ya ke ho wo koee shaam Nazar karna hai yeh mukhtaar e hazeen Aap ko Ai Bu Haneefa As-Salaam

Kya husn-e-ifteqar hai yaad-e-Hussain mein - Manqabat Lyrics

Kya husn-e-ifteqar hai yaad-e-Hussain mein, Har ashq ek bahaar hai yaad-e-Hussain mein Darbar-e-Mustafa ki fazeelat na poochhiye, Insaan ka waqaar hai yaad-e-Hussain mein Har ashq kalma parhte hain bar deen-e-Mustafa, Kya husn-e-yaadgaar hai yaad-e-Hussain mein Wallah sar ba sar hai wo iman ka sukoon, Jo qalb-e-beqaraar hai yaad-e-Hussain mein Dil zindagi mein kaise na ho khuld aashiyaan, Islam ki bahaar hai yaad-e-Hussain mein

Kya deen e mustafa ko jagaya husein nay - Manqabat Lyrics

Kya deen e mustafa ko jagaya husein nay Karbal mayn ssara kunbaa luttaaya husein nay Esa namaaz e ishq ka sajda ataa kiya Sar ko jhukaa kay arsh hilaaya husein nay Dars e toheed day kay ghulaamon ko aap nay Kufr o shirk ki garr mittaaya husein nay Sajday mayn sar kattaaya he parrh kar namaaz e ishq Nayzay pay charrh quraan sunaaya husein nay

Katle Hussain asal mein marge Yazeed hai - Manqabat Lyrics

Katle Hussain asal mein marge Yazeed hai Islam zinda hota hai har karbala ke baad Ohh Shimar leyin zalim kya zulm kiya tu ne Pyasa hi gala kata Pani na diya tu ne Laash ayi jab Asghar ki Maan kehne lagi roo ke Pyasa ki gala kata pani na diya tu ne Wo kis ke nawase hai bhoke hai ya pyase hai Itna bhi na socha mardood zara tu ne Sar apna kataya itni bhi parwa na ki tu ne batil ki Saabhaas tujhe Ae hud kya kaam kiya tu ne Mar kar bhi kabhie zalim aaram na paye ga Baagh-e-ghul Ahmad ko paamaan kiya tu ne