Posts

Showing posts with the label owaisrazaqadri

Yeh sab tumhara qaram hai aaqa - Naat Lyrics

Koi saleeqa hai aarzoo ka, na bandagi meri bandagi hai Yeh sab tumhara qaram hai aaqa keh baat ab tak bani hui hai Kissi ka ehsan kyon uthain, kissi ko haalat kyon batain Tumhein se mangein gey tum hi do gey, tumhare dar se hi loo lagi hai Ata kiya mujh ko darde-ulfat, kaha thi yeh pur khata ki qismat Mein iss karam ke kaha tha qabil, huzur ki banda parwari hai Shoor o fikro nazar ke dairey, had ka in se barh na paain Na choo sake un balandiyon ko, jaha maqame Muhammadi hai Tajaliyon ke kafeel tum ho, murad tu ke khalil tum ho Khuda ki roshan dalil tum ho, yeh sab tumhari hi roshni hai Bashir kahiye nazir kahiye, unhein siraje munir kahiye Jo sar ba sar hai kalam-e-rabbi, woh merey aaqa ki zindagi hai Ammal ki merey asas kiya hai, bajuz nadamat ke paas kiya hai Rahe salamat tumhari nisbat, mera to ek aasra yehi hai Hai Qaaba bhi marja-e-khalaiq, bohat numayan hai yeh haqaiq Magar jo maqsoode-e-aashqi hai, huzur ke dar ki haazri hai Yehi hai khalid asas rehmat, yehi hai khalid bina-e-az

Taybah ki hai yaad aayee ab ashk bahaanay do - Naat Lyrics

Taybah ki hai yaad aayee ab ashk bahaanay do Mahboob nay aanaa hai rahoon ko sajaanay do Mushkil ho agar meyra Taybah main abhii jaanaa Aey baad – e – sabaa merii aa – hoon ko to jaanay do Mey teri ziyaarat kay qaabil to naheen maanaa Yaadoon ko shahaa apnii khaabon main to aanay do Ashkoon kii larhii ko ab tutaney mat deynaa Aaqa kay liye muj koh kuch haar bananay do Jo chaaho sazaa deynaa mehbuub kay darbaano Ik baar to jaalii ko siinaay say lagaanay do Mahboob kay qaabil yeh alfaaz kahaan saaim Ashkoon kii zubaan say ab ik naat sunaanay do Lagta nahin dil mayra ab in weeraanon mayn Chota sa ghar mujh ko teba mayn bananay do Roko na mujhay ab to dar e yaar kay darbaano! Mahboob ki jaali ko seenay say laganay do

Sultane Jahan Mehboobe Khuda - Naat Lyrics

Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Hai Sar Par Taaj Nabuwwatka, Jora Hai Tan Pe Karamat Ka Sehra Hai Jabin Par Shafa’aat Ka, Ummat Pe Hai Rehmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Mairaj Hui Ta Arsh Gaye, Haqq Tum Se Mila Tum Haqq Se Miley Sab Razey Fa Awha Dil Pe Khuley, Yeh Izzato Hashmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Sab Misle Hatheli Peshe Nazar, Har Ghaib Ayan Hain Sine Par Yeh Noore Nazar Yeh Chashm-o-basar, Yeh Ilmo Hikmat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khuda, Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera, Tere Zikr Ki Rafa’aat Kya Kehna Siddique-o-umar, Usman-o-ali Aur Unke Siva Ashabey Nabi Qurban Rahey Aqa Pe Sabhi, Ki Khub Rifaqat Kya Kehna Sultane Jahan Mehboobe Khud

Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji - Naat Lyrics

Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Wajhey Taskine Alam Hai Yade Nabi Dafa-aey Ranjo Alum Hai Milade Nabi Aap Bethein Saja Kar Zara Bazm Ko Hogi Rehmat Khuda Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Ek Bhi Apne Daman Mein Neki Nathi Aankh Mein Ashk The Lab Pe Naate Nabi Mujh Ko Unke Karam Ne Sahara Diya Unki Aai Ata Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Girnein Wale Hain Jitne Sambhal Jaengey Unke Usshaq Sun Kar Machal Jaengey Kamli Wale Ki Zulfon Ke Le Kar Mahek Chal Pari Hai Hawa Jhoom Te Jhoom Te Sarware Ambiya Ki Hai Mehfil Saji Liji Ye Kuch Maza Jhoom Te Jhoom Te Aap Suntey Rahey Mein Sunata Rahun Zikre Salley Ala Jhoom Te Jhoom Te Kuch Nawason K

Woh Tanha Kaun Hai Allah Ho Allah - Hamd Lyrics

Woh Tanha Kaun Hai Allah Ho Allah Badshah Woh Kaun Hai Allah Ho Allah Meherban Woh Khaun Hai Allah Ho Allah Hasbi Rabbi Jallal La Allah Ho Allah MUafi Kalbi Giar Allah Allah Ho Allah Kya Unchi Shaan Hai Allah Ho Allah Us ke Sab Nishan Hain Allah Ho Allah Sab Dilo ki Jaan Hai Allah Ho Allah Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah Muafi Qalbi Giar Allah Allah Ho Allah Ya Rabbal ? Ala’meen Allah Ho Allah Salle Ala Tahal Ameen Allah Ho Allah Fee Kulli Waktin Wa heen Allah Ho Allah Hasbi Rabbi Jallal La Allah Ho Allah Muafi Kalbi Giar Allah Allah Ho Allah Midhat Teri Hai Chaar So Allah Ho Allah Kya Haseen hai Guftagoo Allah Ho Allah Shehr-e-Dil Main Tu Hi Tu Allah Ho Allah Hasbi Rabbi Jallal La Allah Ho Allah Muafi Kalbi Giar Allah Allah Ho Allah Imla ? Qalb-e- Bil Yaqeen Allah Ho Allah Tabbitni ? Ala had had din Allah Ho Allah Wagfir li Ya Muslimeen Allah Ho Allah Tujhse Saar-e- Kaam Hain Allah Ho Allah Tujse Subho Shaam Hain Allah Ho Allah Tere Jalwe Aaam Hain Allah Ho Allah Hasbi Rabbi Jal

Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala - Naat Lyrics

Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen hai Wohi mash anayra hay azmo yakeen hai Usey say hamaray dilon main ujala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Usey kay yeh gham par hai ahsaan saray Kadam manzelaain chomtey hain hamaray Usey nain andhayron say ham ko nikala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Sahara diya us kay naqshey qadam nain Usey kee tawajo usey kay kadam nain Zamanain kay girtay houon ko sanbhala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Usey kee mohabat hai iman-e-kamil Usey say mila hum ko irfan-e-manzil Usey nain hamain jada-e-haq pay dala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Isla

Uthado Pardah Dikhaado Chehra - Naat Lyrics

Uthado Pardah Dikhaado Chehra Ke Noore Baari Hijab Me He Zamaana Taareekh Ho Rahaa Hai Ke Mehr Kab Se Naqaab Me He Nahi Wo Meethi Nigaahe Waala Khuda Ki Rahmath He Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaaye Jalaale Baari Itaab Me He Jali Jali Boo Se Uski Paidaa na Sauzishe Ishqe Chashm Waala Kabaabe Aahoo Me Bhi Na Paaya Mazaa Jo Dil Ke Kabaab Me He Unhi Ki Boo Ma Ya’e Saman He Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman He Unhi Se Gulshan Mahak Rahe He Unhi Ki Rangat Ghulab Me He Khare He Munkar Nakir Sar Par Na Koyi Haami Na Koyi Yaawar Bataado Aakar Mere Payambar Ke Sakht Mushkil Jawab Me He Khuda-E Qah’haar He Ghazab Par Khule He Badkaariyo Ke Daftar Bachaalo Aakar Shafi-E Mehshar Tumhara Banda Azaab Me He Kareem Aisa Mila Ke Jiske Khule He Haath Aur Bhare Khazaane Bata’o Ae Mufliso Ke Phir Kyoo Tumhara Dil Iztaraab Mein He Kareem Apne Karam Ka Sadqa La’eem Be qadr Ko Na Sharma Tu Aur Raza Se Hisaab Lena Raza Bhi Koyee Hisaab Me He.

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai - Naat Lyrics

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai Jis Raah Chal Diye Kunche Basa Diye Hai. Jab Aa Gayi Hai Joshe Rehmat Per Unki Ankhen Jalte Buja Diye Hai, Rote Hansa Diye Hai. Ek Dil Hamara Kya Hai, Aazaar Uska Kitna Tumne To Chalte Phirte Murde Jila Diye Hai. Unke Nisar Koi Kaisi Hi Ranj May Ho Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gam Bhoola Diye Hai. Humse Faqir Bhi Abb Feri Ko Oothte To Honge, Abb To Gani Ke Dar Pe Bistar Jama Diye Hai. Asra May Guzre Jis Dam Baide Pe Qudsiyo Ke Hone Lagi Salami Parcham Jhooka Diye Hai. Aane Do Ya Doobo Do Abb TO Tumhari Jaanib Kasti Tumhi Pe Chhodi Lanagr Ootha Diye Hai. Dulha Se Itna Keh Do Pyare Sawari Roko Mushkil May Hai Baraati Purkhaar Wadiye Hai. Allah Kya Jahannam Abb Na Shard Hoga Ro Ro Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye Hai. Mere Karim Se Gar Khatra Kisi Ne Manga Dariye Baha Diye Hai Dur Be Baha Diye Hai Mulke Shuqan Ke Shahi Tumko RAZA Mussllam Jis Simt Aa Gaye Ho Sikke Bitha Diya Hai

Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda - Hamd Lyrics

Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Hai Aey Khuda Teri Shaan Jalla Jalaluhu Nahin Tujh Sa Koi Bhi Dusra Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Zikr Hi To Namaaz Hai Teri Yaad Hi To Niyaz Hai Bari Sehal Hai Teri Bandagi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Kabhi Mast Dekh Ke Phool Ko Kabhi Tere Husn Qubool Ko Yehi Keh Rahi Hai Kali, Kali Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Jis Se Chahey Hosh Mein Lae Tu Jis Se Chahey Mast Phirae Tu Tuhi Hosh Dey Tuhi Bekhudi Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tere Hukm Se Jo Hawa Chali To Chitak Ke Boli Kali, Kali Hai Karim Tu Hai Rahim Tu Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Daali, Daali Mein Wasf Hai Teri Pattey, Pattey Mein Hamd Hai Tera Ghunchey, Ghunchey Mein Rango Boo Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak Tera Jalwa Donon Jahan Mein Hai Tera Noor Kouno Makaa’n Mein Hai Yahan Tu Hi Tu Wahan Tu Hi Tu Teri Shaan Jalla Jalaluhu Teri Zaat Paak

Teri jaaliyoun ke niche teri rehmatoun ke saaye - Naat Lyrics

Teri jaaliyoun ke niche teri rehmatoun ke saaye Jise dekhne ho Jannat, wo Madina dekh aye Lo chala houn main lahad mein mere Mustafa se keh do Ke hawa teri gali ki mujhe chorne to aye Roze ke samne mein ye dua’aen mangtha tha Meri jaan nikal to jaye ye samaan badal na jaye Taiba ko jaane wale tujhe deti houn dua’aen Dar-e-Mustafa pei ja kar to jahan ko bhul jaye Kaisi wahan ki raatein kaisi wahan ki baatein Unnhe poch’ Nabi ka jo Madina dekh aye Na ye baat shaan se hai naa yee baat maal-o-zar ki Wehi jata hai Madine Aqa jisse bulaye Aur wahi ghaam ghusaar mera wo Zahoori yaar mera Meri qabar par jo aa ke Naat Nabi sunaye

Taajdaare haram ae shahanshaahe deen - Salaam Lyrics

Taajdaare haram ae shahanshaahe deen aap pe hardam karooro duroodo salaam Ho nigahe karam hum pe sultan-e-deen Door reh kar na dam toot jae kahi Kaash taiba mein ae meri maahi mubeen Dafn hone ko mil jae do gaaz zameen Aap pe hardam karooro duroodo salaam Koi husne amal paas mere nahi Phas na jau Qayamat mein mola kahi Ae shafiye umam laaj rakhna meri Aap pe hardam karooro duroodo salaam Teri yaadon se mamuur sina rahe Samne mere har dam madina rahe Bas mein deewana ban jau sultaa-e-deen Phir bulalo madine mein attar ko Yeh tarapta hai tayba ke deedar ko Aur is ke siwa aarzoo hi nahi aap pe hardam karooron duroodo salaam Taajdaare haram a shahanshahe deen Aap pe hardam karooro duroodo salaam

Naat Sarkar ki pardhata hun mey - Naat Lyrics

Naat Sarkar ki pardhata hun mey, Bas issi baat say ghar mey meray Rahmat ho gi Ik Tera naam wasilah hai mera… Zikr-e-Sarkaar wasilah hai mera… Ranj-o-gham mey bhi issi naam say rahat ho gi Kyun keh Muhammad ka naam bhi kya ism-e-azam hai, jahaan koi na kaam aaey, wahan yeh kaam aata hai! Subhan’Allah! Aur yeh suna hai keh bohot gowr andheyri ho gi…. Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar-e-Madinah ki ziyarat ho gi Qabr ka khowf na rakhna ey dil, wahan Sarkar kay Chehray ki ziyarat ho gi Subhan’Allah! Unko Mukhtar banaya hai meray Mowla nay, Khuhld mey bas wahi jaa sakta hai Jis ko Hasnain kay baba ki ijazat ho gi. Subhan’Allah! Hashr ka din bhi ajab deykhney waala ho ga, Zulf lehra kay woh jab aaaein gay, Phir qiyamat mey bhi ik aur qiyamat ho gi.

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye - Naat Lyrics

Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Huzoor Aisa Koi Intizaam Ho Jaye Salaam Ke Liye Haazir Ghulam Ho Jaye Naseeb Walon Mein Mera Bhi Naam Ho Jaye Jo Zindagi Ki Madinay Mein Shaam Ho Jaye Mein Shaad Shaad Maronga Agar Dum-e-Aakhir Zubaan Pe Jaari Muhammad Sallaho Alaih-e-Wassalam Ka Naam Ho Jaye Sahara Chahiyay Sarkar Zindagi Ke Liye Tarap Raha Hoon Madinay Ki Haazri Ke Liye Woh Bazm-e-Khaas Jo Darbaar-e-Aam Ho Jaye Umeed Hai Keh Hamara Salaam Ho Jaye Idher Bhi Ik Nigaah-e-Lutf-e-Aam Ho Jaye Ke Aashiqon Mein Hamara Bhi Naam Ho Jaye Tere Ghulam Ki Shaukat Jou Dekh Le Mehmood Abhi Ayaaz Ki Surat Ghulam ho Jaye Mein Qayal Aap Ke Rauzay Ka Hoon Woh Qayal Tur Kaleem Se Na Kissi Din Kalaam Ho Jaye Madinay Jaon Phir Aaon Dobara Phir Jaon Tamaam Umar Issi Mein Tamaam Ho Jaye Bulao Jald Madinay Mein Hai Ameer Ko Khauf Kaheen Na Umar Do Roza Tamaam Ho Jaye Tumhari Naat Parhon Mein Sunoo Likhoon Har Dum Ye Zindagi Meri Yunhi Tamaam Ho Jaye Meri Namaz-e-

Imdad Kun Imdad Kun - Manqabat Lyrics

Azaranj wa gham azad kun, Dar deeno dunya shaad kun Ya Ghaus e Azam dastagheer Imdad kun Imdad kun, imdad kun, Tere haath mein haath maine diya hai Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam Nikala hai pehlay to doobay huoon ko Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam Bhawar mein phansa hai safina hamara Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus e Azam Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam Piro ke aap pir hai ya Ghaus al madad Ahle saffa ke meer hai ya Ghaus al madad Ranjo alam rangir hai ya Ghaus al madad Hum aaj ko wasir hai ya ghaus al madad Hum kaise jee rahe hai ke tum se kya kahe Hum hai alaml neer hai ya Ghaus al madad Teer nazar se peyr hai saare alam ke pir Kya yeh alam ke deer hai ya Ghaus al madad Kis dil se ho bayaan beydaade zaalimaa Z aalim bare shareer hai ya Ghaus al madad Ikhfa shararashar y a

Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina Kee - Naat Lyrics

Raate Bhi Madina Kee Baate Bhi Madina Kee Jeena May Yah Jeena Hai Kiya Baat Hai Jeena Ki Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki May Madina Ki Galiyoun Pay Qurban Jinsa Juzra Hai Shah-e-Madina Is Tarha Say Mekhta Hai Rasta Eatr Jaisa Lagay Hua Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Kiya Mahakta Ta Hai Mahakna Wala Kay Bu Pay Chalta Hai Bhatkna Wala Ambar Zami Abeer Hawa Musktar Gubar Adna Ki Shankt Tera Rah Guzar Ki Hai Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Wallah Jo Miljaya Mera Gul Ka Paseena Manga Na Kabhi Eatr Na Phir Chaya Dulan Phool Arsa Hua Taiba Ki Galiyoun Say Ya Guzra Hai Is Waqt Bhi Galiyoun May Khushbu Hai Paseena Ki Yah Zakam Hai Taiba Ka Yah Sabko Nahi MIlta Koshish Na Kare Koi Is Zakam Ko Seena Ki Yah Apni Nigaho Say Mastana Banata Hai Mastana Banata Hai Deewana Banata Hai Zahmat Hi Nahi Dayta Mahkar Ko Peena

Sunlo aye peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer - Manqabat Lyrics

Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Badlo meri bhi takdeer, badlo meri bhi takdeer Gounsal Azam Dastageer Main hoon tumhare dar ka bikhari eh shahe baghdad, eh shahe baghdad Wasta tum ko pyare Nabi  ka sun lo meri faryaad, sun lo meri faryaad Thorro gardish kee zanjeer, Thorro gardish kee zanjeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Dar se tum ne apne kisi mangte ko nahin hai taala, mangte ko nahin hai taala Aale-e-nabi ka sadka tum ne jholli mein hai daala, jholli mein he daala Barhe peer be nazeer, barhe peer be nazeer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Sun lo eh peeron ke peer Gounsal Azam Dastageer Gouns piya gilani tumhari shaan pe main qurbaan, shaan pe main qurbaan Main bhi tumhare dar pe aaoon dil main hai armaan, dil main hai armaan De do khwaboon kee tahbeer, de do khwaboon kee tahbeer Gounsal Azam da

Qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti hai - Naat Lyrics

Qadam qadam pe Khuda ki madad pohanchti hai durood se mere dil ko rasad pohanchti hai ye aasmaan bhi wahan tak nahi pohanch sakta jahan tak aap k qadmon ki hadd pohanchti hai sir apna paaye risalat ma’aab per rakh doon to aasmaan pe bulandi-e-qadd pohanchti hai juloos-e-ishq-e-nabi ka ho jis taraf se guzar mere junoon ko bhi lay kar khirad pohanchti hai durood ka dia jata hai jub sawab mujhe bahisht tak meri do guz lahad pohanchti hai salaam-o-naat muzaffar yahan mein parhta hoon qubooliat ki haram se sanad pohanchti hai.

Sarkaare Ghaus E Azam Nazre Karam Khudaara - Manqabat Lyrics

Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Mera Khaali Kaasa Bhar Do, May Faqir Hu Tumhara  Maula Ali Ka Sadqa, Gange Shakar Ka Sadqa Meri Laaj Rakhna Mira, May Faqir Hu Tumhara  Mira Bane Hai Dulha, Shaadi Rachi Hui Hai  Sab Auliya Baraati, Kya Khoob Hai Nazara  Jholi Ko Meri Bhardo, Warna Kahegi Duniya Aise Sakhee Ka Mangta, Phirta Hai Maara, Maara  Duniya Mei Sab Ka Koi, Koi To Aasra Hai  Mera Bajuz Tumhaare, Koi Nahi Sahaara  Yeh Adaa E Dastgiri, Koi Mere Dil Se Puche Wahi Aa Gaye Madad Ko, Maine Jab Jahaa Pukaara  Yeh Tera Karam Hai Ya Ghous, Jo Bana Liya Hai Apna  Kahaa Mujhsa Ye Kameena, Kaha Silsila Tumhara

Pooch te kya ho Madine se Mai kya laya hoon - Naat Lyrics

Pooch te kya ho Madine se Mai kya laya hoon Apni aankhaun mein Madine ko basa laya hoon Dil bhi mera hai waheen Jaan bhi meri hai waheen (to phir lekar kya aae ho) Apne kaandhaun par apne laashay ko utha laya hoon Jisne choome hai Qadam Sarwaray ‘Alam ke Khaak e Taibah ko mai apni palkuan pay saja laya hoon Saya e Gumbade Khazra me ada karke namaaz Apne sar ko mai Arsh ka hum paya bana laya hoon Jaan o dil wahaan rakh ke amanath ki tarha Phir wahaan janay ke asbaab bana laya hoon

Tum bhi kar key Unka charcha - Naat Lyrics

Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Subho Tayba mey huwi bat-tha hai bara noor ka Sadqah leyney Noor ka aya hai tara Noor ka Barawi key chaand ka mujra hai sajda noor ka Bara bur jo sey juka ik ik sitara noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Baaghey Tayba mey suhana phool phoola Noor ka Mast bu hai bulbulay parthi hai kalma Noor ka Taaj waley deykh kar Teya imama Noor ka Sar jhukatey hai illahi bowl bala Noor ka Chaand jukh jata jidar ungli utathey mehd mey Kya hi chalta tha isharon par khilona Noor ka Tum bhi kar key Unka charcha, apney dil chamkaaow Uchay mey ucha Nabi ka jhanda Azmat wala Nabi ka jhanda Ghar ghar mey lehraaow Pukarow! Ya Rasulullah, Ya Habeeballah Mey gada Tu baadshah bhar dey peyala Noor ka Noor din