Posts

Showing posts with the label hafiztahirqadri

Dilo ko kasa bana ke mango - Naat Lyrics

Tum apna daman bichha ke mango Huzoor denge Zaroor denge Dilo ko kasa bana ke mango Huzoor denge Zaroor denge Kareem data raheem aqa Ke dar pe koi kami nahi hai Gadao ansu baha ke mango Huzoor denge Zaroor denge Jaha se maula ali ne manga Jaha se har ek vali ne manga Unhi ki chokhat pe jaake mango Huzoor denge Zaroor denge Rasool e akram ke astane Se  Mangane ka usul ye hai Durood lab par saja ke mango Huzoor denge Zaroor denge Inhi se majboot karlo naate Jo deke ehsan nahi jatate Inhiko dil me basa ke mango Huzoor denge Zaroor denge Rasool e akram ki naat khalid Zamane bhar ko suna chuke ho Huzoor ko bhi suna ke mango Huzoor denge Zaroor denge

Aao Sab Nabi Nabi Karein - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Siddiq Se Pucha Ya Nabi, Sadaqat Bole Ya Nabi, Umar Se Pucha Ya Nabi, Adaalat Bole Ya Nabi, Usman Se Pucha Ya Nabi, Saqhawat Boli Ya Nabi, Haider Se Pucha Ya Nabi, Shuja'at Bole Ya Nabi, Mushkil Mein Kahon Ya Nabi, Ya Nabi,Ya Nabi,Ya Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Ki Dhadkano Ki Hai Sada Khuda Khuda Nabi Nabi, Lahoo Ki gardishon Se bhi Uthi Sada Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Hadise Mustafa Hai Yeh Khuda Ne Khud Bhi Keh Diya, Jo ho Gaya Hai Aapka Ho Hai mera Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein, Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi, Aao Sab Nabi Nabi karein, Aao Sab Nabi Nabi karein. Jo Shakime Rasool Hai Woh Mu

Dhoondhate Reh Jaoge - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Image
Nabi ka sani nahi hai Dhoondhate Reh Jaoge Noor ka aesa sarapa  Dhoondhate Reh Jaoge Saya mere mustafa ka  Dhoondhate Reh Jaoge Naat ki adat hame jannat talak le jaegi Tum kitabon mai havala  Dhoondhate Reh Jaoge Shamiyana e muhammad hashr me dega panah Munkiron us din bhi saya  Dhoondhate Reh Jaoge Sar katae ghar lutae ahle baite mustafa Hashr tak esa garana  Dhoondhate Reh Jaoge Jo gustakhi karega ayesha ki shan mai Is tarha gadega zinda  Dhoondhate Reh Jaoge Hazrat e shabbir ne sajda jo karbal mai kiya Hai ye dava aesa sajda  Dhoondhate Reh Jaoge Mat jalo gausul vara se varna fi roze jaza Muh chhupane ka thikana  Dhoondhate Reh Jaoge Lautna Tayba se katib ashiqon se puchhiye Sabz gumbad ka nazara  Dhoondhate Reh Jaoge

Haqq Chaar Yaar - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Labbayk V Sadayk Ashab e Muhammad Labbayk As'hab e Muhammad Khuda ko inse pyar Hai Mustafa ke yaar Nabi ke Pehredaar Vafa ke alamdaar Jinko hai inse pyaar  Vo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar  Haqq Chaar Yaar  Sahaba Sahaba hamare sahaba Nabi chand hai aur sitare sahaba Abu Bakr o Farook Usmaan o Haidar Yahi chaar hai saari ummat ke rehbar Bane deen e haq ke sahare sahaba Nabi chand hai aur sitare sahaba Nabi ke Pehredaar Vafa ke alamdaar Jinko hai inse pyaar Vo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Ye ahekaam e quraan baja lane vaale Muhammad ke parcham ko lehraane vale Nabi ke muhafiz hamare sahaba Nabi chand hai aur sitare sahaba Nabi ke Pehredaar Vafa ke alamdaar Jinko hai inse pyaar Vo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Hadeeson mai vazeh ishara mila hai Khilafat mai pehla jo darja mila hai Hai siddik afzal pukare sahaba Nabi ke Pehredaar Vafa ke alamdaar Jinko hai inse pyaar Vo milke bole yaar Haqq Chaar Yaar Haqq Chaar Yaar Fida ka abi o ummi o Ruhi Vo

Haidar Haidar - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Haidar  Haidar  Haidar  Haidar  Ali Ali Maulaa Ali Ali Mai jis dha maula usdha ali maula Bolan sare sajjan mil kar    Dariya jangal karan samandar  Paak Batul de sir dha sahi Naam jina dha mehshar tahi Japdhe rehnde mast kalandar Bolan sare sajjan mil kar Haidar nu koi aam na samjo Haidar nu gumnaam na samjo Aajvi kamp dha sun ke khaibar Haidar  Haidar Hasan hussain dha baba jaani Haidar jag vich hai la sani Valiya dha sardar te safdar Bolan sare sajjan milkar Ban ja gizr gulam ali dha Vird bana le naam ali dha Jis ja naam pagay ae kambar Haidar  Haidar

Ham madine jayenge - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Ham madine jayenge   Haal e dil sunayenge Bhar gaya hamara dil  Is jahan se Hazri e tayba do ham garib logon ko Jine ka sahara do ham garib logon ko Be vafa zamane ne dar badar kiya hamko Kadmon mai thikana do ham garibon ko Ham madine jayenge Ek roz hoga jana sarkar ki gali mai  Hoga vahi thikana sarkar ki gali mai Go paas kuchh nahi hai lekin ye dekh lena Ek din muje zamana sarkar ki gali mai Samjenge ham niyazi unki karam navazi Jis din hue ravana sarkar ki gali mai Ham madine jayenge Ro raha hu mai kab se dur hu madine se Aane ka ishara do ham garib logon ko Ham madine jayenge Tayba ke jaane vaale jakar bade adab se Mera bhi kissa e gam kehne shahe arab se Kehna ke shahe alam ek ranjo gam ka maara Donon jahan mai jiska hai aap hi sahara Halate pur alam se is dam guzar raha hai Aur kampte labon se fariyad kar raha hai Baar e gunah apna hai dosh par uthaye  Koi nahi hai esa jo puchhne ko aaye Bhatka hua musafir manzil ko dhundhta hai Taarikiyon mai mahe kamil ko dhundhta hai Seene ma

Saiyyada Fatima ki chokhat se - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Ya Zahra  Binte Rasool Ya Zahra Zahra Bint e Rasool Assalam Assalam    Ya Zahra  Binte Rasool Kar lijiye apni gulami mai kabool Jo bhi jitna bhi maine paya hai Saiyada Fatima ki chokhat se Ek mai kya zamana palta hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam  Ya Zahra  Binte Rasool Kar lijiye apni gulami mai kabool Baag e jannat ka fool hai zahra Aur bint e rasool hai zahra Faiz kaun o makaa ko milta hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam Padke tasbeeh fatima aksar  Ham dukhon ka malava karte hai Hamne aksar sukun paya hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam Dardo alam hai pareshani Aao zahra ke dar pe chalte hai Gam ke maaro karar milta hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam Ye garana sakhi garana hai Is garane ka noor hai zahra Dariya zudo sakha ka behta hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam Us ke kad ki bulandi ya Katib Kaun jaane kaha talak hogi Jo bhi matha lagaye baitha hai Saiyyada Fatima ki chokhat se Assalam Assalam

Ali Haidar ka gharana - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Ali Maula Ali Maula Mankuntu Maula Ali Ali Aqa ne bola Ali Ali Mein jis ka maula Ali Ali Hai us ka Maula Ali Ali Zahra ka shohar Ali Ali Hasanain ka baba Ali Ali Ham sab ne pukara Ali Ali Ali Maula Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana  Gulam inka hai zamana Kiya sab kaam usi ki  Riza mein raazi reh kar Khuda ke deen ki khatir Hazaron sadmein seh kar Kare har dam shukrana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana  Kayadat hoke imamat Wilayat hoke taharat Sharafat hoke sadakat Sakhawat hoke shuja'at Har ek azmat ka thikana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana  Pukara jab mushkil mein  Unhone ki lajpali Sabhi mangaton ki pal mein Bhari hai jholi khali Jhuka jis dar pe zamana Ali Haidar ka gharana Bada maheboob gharana Ali Haidar ka gharana  Mankuntu Maula Ali Ali Aqa ne bola Ali Ali Mein jis ka maula Ali Ali Hai us ka Maula Ali Ali Zahra ka shohar Ali Ali Hasanain ka baba Ali Ali Ham sab ne pukara Ali Ali Ali Maula Bada maheb

Saiyeda Ma Ayesha - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Tayyab tahera Saiyeda Ma Ayesha Sayyada ma Ayesha  Sayyada ma Ayesha  Ye Fakira alima hai  Sayyada ma Ayesha  Ilm me sab se juda  Sayyada ma Ayesha  Aap ke bistar mubarak par bhi ati thi vahi Kya makam o martaba hai  Sayyada ma Ayesha  Mustafa ne jaan di jab sar tha teri god me Ye to ezaz e khuda hai  Sayyada ma Ayesha  Aap ki tasveer le kar aaye the ruhul amee Zoz e shahe ambiya hai  Sayyada ma Ayesha  Aayesha ka hujra anvar roza e sarkar hai Ye muhabbat ka sila hai  Sayyada ma Ayesha  Aap ki paki me utri hai athara ayaten Ye gavahi e khuda hai  Sayyada ma Ayesha  Azmatein aesi Ujagar arsh par naare lage Tayyaba aur tahera hai  Sayyada ma Ayesha

Sarkar nazar karden - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Image
Mangata be sahara hai Sarkar nazar karden Khadim ye tumhara hai  Sarkar nazar karden Har roz naya dukh hai ab tut gaya hu mai Mushkil se guzara hai  Sarkar nazar karden Har ek sahabi ko tumne hi savara hai Mujko bhi savarna hai  Sarkar nazar karden Siddik o umar tumhi sarkar se keh do naa Jaisa bhi hai apna hai  Sarkar nazar karden Vo umma rasulillah jo meer hai tayba ke Naam unka vaseela hai  Sarkar nazar karden Sarkar zamane mai bas aap ki chalti hai Jo chaho vo hota hai  Sarkar nazar karden Rote hai bilakte hai Ushshak salami ko Kehte hai ke aana hai  Sarkar nazar karden  Tahir ke labo par hai har saal bula lena Kadmon hi me marna hai  Sarkar nazar karden

Jeewe jeewe miladi jeewe - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Jabse maine hosh sambhala   Tabse dekha hai Jashn e nabi ke chahne valon ka ye naara hai Marhaba Rasulallah   Marhaba Rasulallah Duniya mai amena ka laal aya hai Divanon barvih ka chand aya hai Jeewe jeewe miladi jeewe Milad e nabi hamne jazbe se manana hai Rishta ye gulami ka aqa se nibhana hai Marhaba Rasulallah   Marhaba Rasulallah Mai chhod nahi sakta sarkar ki mehfil ko Milad ki reli mai bachpan se hi aana hai Jabse maine hosh sambhala Jeewe jeewe miladi jeewe  Milad ke din jande jibreel bhi le aaye Bid'at ise mat kehna ye jashn purana hai Marhaba Rasulallah   Marhaba Rasulallah Kyu firkon me bant te ho kis baat ka jagda hai Gar ishk e muhammad hai milad manana hai Jabse maine hosh sambhala Jeewe jeewe miladi jeewe  Vo jabl e ohad jisne aqa se mohabbat ki Insan nahi fir bhi jannat hi thikana hai Jeewe jeewe miladi jeewe  Sarkar nizam apna layenge fakat esa Is mulk mai aqa ka sikka hi chalana hai Jeewe jeewe miladi jeewe  Jo ishk se vakif hai milad manate hai Bas kaam hi munkir

Mein madine chala - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Image
Mein madine chala    Mein madine chala  Madine chala Madine chala Madine chala Madine ne se bulawa aa raha hai Mera dil mujse pahele jaa raha hai Mein madine chala  Mein madine chala  Mein madine chala  Mein madine chala  Mein madine chala  Mein madine chala  Fir karam ho gaya mein madine chala Kaif sa chha gaya mien madine chala Masto bekhud bana mein madine chala Mein madine chala  Zahe kismat madine jaa raha hun Sa'adat kesi aala paa raha hun Mere yaaron zara mujko sambhalo Khushi se mein to machla jaa raha hun Kya bataun mili dil ko kesi khushi Jab ye muzda suna mein madine chala Mein madine chala Hamko apni talab se siwa chahiye Aap jaise hein wesi ata chahiye Kyun kahun ye ata wo ata chahiye Unko malum hai hamko kya chahiye Bharke joli meri mere sarkar ne Muskura kar kaha aur kya chahiye Hath uthte rahe mujko dete rahe Wo talab se siwa mein madine chala Mein madine chala  Kitna roshan madine ka darbar hai Zarra zarra waha ka to mahtab hai Hai mu'attar mu'attar wahan k

Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha - HAFIZ TAHIR QADRI - Manqabat Lyrics

Image
Gazi Abbas Gazi Abbas  Gazi Abbas Gazi Abbas  Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Jukte hai jaha shah bhi tera vo astaan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Tu kamre bani hashim zohra ki dua hai Saya tere alam ka do jag pe ba khuda hai Tere alam ko chumne jukta hai asmaan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Shere khuda hai baba shere karbala tu Tere dar pe jo bhi aaye mushkil kare kusha tu Tere diye jalata hai is liye jahan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha Tu shahenshah hai aqa do jag me teri shahi Panjtan hai tuj pe nazaa esi vafaa nibhai Shahid tere alam par panjtan ka ye nishan Abbas tere dar sa duniya mai dar kaha

Aao mere Nabi ki shaan suno - HAFIZ TAHIR QADRI -Naat Lyrics

Aao mere Nabi ki shaan suno Nabi hai bolta Quran suno Habib Pyaara nazar uthaye Ho Maula Qibla badal de Kahi Ye chahat kahi yeh kehna Aye Moosa aana sambhal ke Khuda hai in pe meher baan suno Nabi hai bolta Quran suno Nabi ka sajda hua hai lamba Hussain pusht pe baithe Tere nawase ke jin Ke jorre Khuda ne Khuld se bheje Hai Jibraeel bhi darban suno Nabi hai bolta Quran suno Namaze di thi pachas Rab ne Nabi ne panch karayi Hai dekho kitna khayal ummat Nabi ne baat banayi Wahi hai Arsh ka mehmaan suno Nabi hai bolta Quran suno Nabi ke aashiq Bilal e Habashi Hai jin ke Arsh pe charche Bilal Jab bhi Aazan dete Sahaba ishq me rote Bilal e Habshi ki Aazan suno Nabi hai bolta Quran suno Nabi Ke azmat pe pehra dena Raza ne hum ko sikhaya Nabi ka dushman hai apna dushman Raza ne hum ko bataya Raza e Ishq ki pehchan suno Nabi hai bolta Quran suno Husaini jazba ubharta Hai Ali ke naam ka naara Yazidiyo ko pacharta hai Ali ke naam ka naara Ali hai Mustafa ki Shaan suno Nabi hai bolta Quran suno Na

Zikre aaqa se sina saja hai - HAFIZ TAHIR QADRI - Naat Lyrics

Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Wo bhi dil koi dil hai Jaha me jisme taswire taiba nahi hai Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Lamaka tak hai teri rasai Geet  gaati hai sari khudai  Wo jagah hi nahi hai do jaha me Jis jagah tera charca nahi hai Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Hum hussaini hai karbal ke shaida Dil kabhi bhi na hota hai maila Kufr ki dhamkiyo se dare jo  Aashiko ka kaleja nahi hai Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Dushmane Mustafa se yeh kai do Khair chahe to hum se na uljhe Hum gulamane Ahmed Raza hai  Koi bhu hum se jita nahi hai Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Khaak e paye nabi muh pe malna Itr ho Mstafa ka pasina  Unki chaadar ka tukda kafan ho Aur koi tamanah nahi hai Zikre aaqa se sina saja hai Ishq hai yeh tamasha nahi hai Hajj ki daulat jise milna paye Jaye jaye wo ghar apne jaye Maa ke kadmo ko chumle jo Sange aswad ko chuma nahi hai Zikre