Posts

Showing posts with the label owaisrazaqadri

Phir ke galli galli taybah thokare sab ki khayen kyoon - Naat Lyrics

Phir ke galli galli taybah thokare sab ki khayen kyoon Dil ko jo akal de Khuda teri gali se jayen kyoon Rukhsate qaafila ka shor gashse hame uthae kyoon Sote hain Unke Sayen mein koyi hamme jagaaye kyoon Yaade Huzoor ki qasam gaflate aish he sitam Khoob hai qaide ghum mein hum koyee hamme chhurae kyoon Dekh ke Hazrate Gani phel pare Faqeer bhi Chaayi he ab to chauni Hashr hi aana jae kyoon Jaan he Ishq e Mustafa roz fizoo kare Khuda Jis ko ho dard ka mazaa naaze dawa uthae kyoon Woh jo nathe to kuch natha woh jo naho to kuch naho Jaan hai woh jahan ki, jaan hai to jahaan hai Hai to Raza nira Sitam jurm pe gar lajaaye hum Koyee bajaaye soze gam saze tarab bajaaye kyoon

Pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se - Naat Lyrics

Pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se her aah gaye arsh pe ye aah ki kismat her ashk pe aik khuld hai her ashk ki qeemat tohfa ye mila hai sarkar-e-nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-nabi se darbare-nabi se bhaati nahi humdum mujhe jannat ki jawaani sunta nahi zahid us mein hooron ki kahani ulfat hai mujhe sayaa-e-deewar-e-nabi se ayaa hai bulawa mujhe darbare-nabi se darbare-nabi se irfan ki kasak khulq ki mai sabr ka saagar kiya lutf mila kerta hai jo dete hein sarwar ye pooch le aake koi beemar-e-nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se darbar-e-nabi se pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se darbar-e-nabi se pegham saba laye hai gulzar-e-nabi se aaya hai bulawa mujhe darbar-e-nabi se darbar-e-nabi se

Payaam Le Ke Jo Aayi Sabaa Madine Se - Naat Lyrics

PAYAAM LE KE JO AAYI SABAA MADINE SE MARIZE ISHQ KI LAAYI DAWAA MADINE SE MILLE HAMAARE BHI DIL KO JILAA MADINE SE KE MAHR-O-MAAH NE PAAYI ZIA MADINE SE JO AAYA LE KE GAYAA KAUN LOUTA KHAALI HAATH BATAAYE KOYI SUNAA HO JO “LAA” MADINE SE WO GAYAA KHULD ME JO AA GAYAA MADINE ME GAYAA WO KHULD SE JO CHAL DIYAA MADINE SE MADINA CHASHMA-E-AABE HAYAATH HE YAARO CHALO HAMESHA KI LE LO BAQAA MADINE SE CHALE JO TAIBA ME MUSLIM TO KHULD ME POHONCHE KE SEEDHAA KHULD KA HE RAASTA MADINA SE TUMHAARE QADMO PE SAR SADQE JAAN FIDA HOJAYE NA LAAYE PHIR MUJHE MERA KHUDA MADINE SE TERE HABEEB KA PYAARA CHAMAN KIYA BARBAAD ILAAHI NIKLE YE NAJDI? BALAA MADINE SE TERE NASEEB KA NOORI? MILEGA TUJH KO BHI LE AA’E HISSA YE SHAAH-O-GADAA MADINE SE

Noor Wala Aya Hai Noor Lay Kar Aya Hai - Naat Lyrics

Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jayanga Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Naata Mahbooba KHUDA Sunta Sunata Jayanga YA RASOOLALLAH Ka Nara Lagata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Char Janib Hum Diya Ghee Kay Jalata Jayanga Ghar Toh Ghar Sara Mohalla Ko Sajata Jayanga Noor Wala Aya Hai Noor Lay kar Aya Hai Sara Alam May Yah Dekho Kaisa Noor Chaya Hai Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA RASOOLALLAH Ass Salato Was Salamo Alay Kay YA HABIBALLAH Eid a Milad-Un-NABI Ki Shab Charaga Kar K

Naat-e-Sarkaar ki parta hoon mein - Naat Lyrics

Naat-e-Sarkaar ki parta hoon mein Bas issi baat say ghar mein meri rahmat hogi Ik tera naam waseela he mera Ranj o gham mey bhi iss naam sey rahat hogi Ye suna hey kay bahot ghor andheri hogi Qabar ka khowf na rakna ey dil Waha Sarkar e Madina ki ziarat hogi Unko Mukhtar banaya hey merey Mola ney Khuld mein bas wahi ja sakta hein Jisko Hasnain kay baba ki ijazat hogi Unki chokat pey parey he to bari moj mein hey Lot kay ayengey jab us dar sey Merey dil tu hi bata kya teri halat hogi Hashr ka din bhi ajab deykna vala hoga Zulf lehra key wo jab ayengey Phir qiyamat mein bhi ik aur qiayamat hogi Rashk sey door karey deyktey hogay Zaahid Jab sare Hashr gunahgaro pey Merey aaqa ka karam hoga inayat hogi Kahi Ta Ha kahi Yaseen kahi Washams aaya Jiski qasmay mera Rab kaata hey Kitni dil kash merey Mehboob ki surat hogi Do jahaan mein usey kon pana deyga Hoga ruswa sare hashr jise Syeda Zahra kay bach sey adawat hogi Mayray Sarkaar Bulaa Ain Gay, Apni Ki Chokat Pay, Wo Nazaara Phir May Daykoon

Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai - Naat Lyrics

Na chedo zirk e jannat ab Madinah yaad aya hai Nabi ka sabz Gumbad dil ki aankhaon me samaya hai Mila karti hai mooh maange muradein Unke Rauze par Ghulamau ne Tere Dar se jo maanga hai woh paya hai Khuda ki Sultanat ke Tum ho Dulha Ya Rasoolullah Tumhare waaste RABB ne yeh A’alam sajaya hai Shabe Asra Mubarak baad dee yeh hooraun ne Muhammed ko Khuda e Pak ne Dulha banaya hai Namazaun me Azaan me Kalmah me aur Arsh par har ja Khuda ne naam Tera naam se apne milaya hai Zameen ko cheerte daude huwe aae hai khidmat me Darakhtaun ne isharah Aapka jis waqt paya hai Tumhari zaat par kyun kar bharosa ho na alam ko Gunah-garaun ko Tumne naar e dozakh se bachaya hai Ijabat ne liya bosah Tumhare pyare hotaun ka Dua ke waaste jis waqt Tum ne lab hilaya hai Koee pur saane haal apna nahi hai Ya Rasoolullah Jo apna hai to Tu hai aur baqi sab paraya hai Sana e Mustafa woh bhi rawayat e sahiha se Jameele Qadri kya khoob tere paas maya hai

Mustafa aa gaey Mustafa aa gaey - Naat Lyrics

Chaar su Rahmatoon ke ujaale huwey Bazm-e-kowneyn ke peyshwaa aa gaey Zaraey aflaak se baatein karney lagey Mustafa aa gaey Mustafa aa gaey Gham ke maarey huwey muskaraaney lagey Zulmatoon ke makeen jagmagaane lagey Be kasoon ke muqaddar thekaaney lagey Sab ke muhsin habeeb-e-Khuda aa gaey Hazrat-e-Musa jin ko taraste rahey Ibn-e-Maryam bhi jin ki khabar dey gaey Pehley aaey huwey jin ke peechay kharhey Aaj woh khaatim-ul-anmbiya aa gaey Be zabaanon ko tarz-e-sadaa bakhsh di Fani insaaniyat ko baqaa bakhsh di Dushman-e-jaan ki har ik khata bakhsh di Ban key Rehmat Shafi-ul-waraa aa gaey Shab gazeedah ko nur-e-sahar de diya Kor-e-deedah ko zowq-e-nazar de diya Be nawa ko dua ka asar de diya Saari makhlooq ka aasra aa gaey Zikr keysey karon wasf Sarkar ka Kya bayan ho samaan un ke darbaar ka Dil Zahuri bana matla’ anwaar ka Jab tasawwur mein woh dilrubaa aa gaey

Mujhe Dar pay phir bulana - Naat Lyrics

Mujhe Dar pay phir bulana, Madani Madine Wale Mae ishq bhi pilana, Madani Madine Wale Meri aankh me samana, Madani Madine Wale Banay dil Tera thikana, Madani Madine Wale Teri jab ke deed hogi, jabhi meri eid hogi Mere Khwaab me Tum ana, Madani Madine Wale Mujhe sab sata rahe hain, mera dil dukha rahe hain Tumhi hausla badhana, Madani Madine Wale Mere sab azeez chootay, mere yaar bhi to roothay Kaheen Tum na rooth jana, Madani Madine Wale Mai agar chay hoon kamina, Tera hoon Shahe Madina Mujhe seenay se lagana, Madani Madine Wale Tere Dar se Shaha behtar, Tere aastaan say badhkar Hai bhala koee thikana, Madani Madine Wale Tera Tujh se hoon sawali, Shaha phairna na khali Mujhe Apna Tum banana, Madani Madine Wale Yeh mareez mar raha hai, Tere haath me Shafa hai Ai Tabeeb jald aana, Madani Madine Wale Tu hi Anbiya ka Sarwar, Tu hi do jahaan ka Yawar Tu hi Reh-baray zamana, Madani Madine Wale Tu hai be-kasaun ka Yawar, Ai mere ghareeb parwar Hai Sakhi Tera Gharana, Madani Madine Wale Tu Khu

Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla - Naat Lyrics

Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Sab pareay…. Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujhe bhi MADINAY bulaa mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Bohoth bay kararee kay alam main hoo main Mayree bay kararee mitaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Nigahow say pinhaa jo manzil mayree hain Kyoun majdhar may naow mayree pasee hain Hatha oo kaa maraa bhi palay gaa sahil gar abid kay dil may samaa mere mowla Hamay bhi MADINAY bula mere mowla Karam kee thajalee dikhaa mere mowla Mujey bi Madiney bula merey Mowla Karam ki thajali dikha merey Mowla Bohoth bekarari key alaam mey hu mey Meri bekarari mita merey Mowla Sunaah hai Madina karam hi karam hai Thu rakhtha jahan mey sabhi ka bharam hai Thujey vasthaa therey pyarey Nabi ka Meri bhigari aab thow bana merey Mowla Jisey thuney chaha mey uspey fidha hu Mey Therey Muhammad key Dhar

Me sadqe ya rasoolallah - Naat Lyrics

Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daaman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Dhoom unki naathani ki machate jaye gai Ya rasoolallah na nar’ah lagate jaye gai Naathani mowt bhi hamse churah sakhti nahi Qabr me bhi mustafa ke geet gate jaye gai Mujh pe mowla ka karam hai unki naatein parta hoon, daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Kiyi guftagu ho lab par tera naam aagaya hai Tera zikhar karte karte yeh maakam aagaya Jise pike shehsaadi balagal ullah pukare Mere daast natawa me wohi jaamp aagaya hain mujh pe mowla ka karam hai Unki naatein parta hoon, daman apna rab ki rahmat se me har dam barta hoon Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Saadaye durood-o-ke aati rahe Jine sun kar dil shaad hota rahe Khuda ahle- sunnat ko aabad rake Muhammed ka milad huta rahe ga Me sadqe ya rasoolallah Me sadqe ya habiballah Jitna diya sarkar ne mujh ko Utni meri o

Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani - Naat Lyrics

Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Nagar Nagar Aur Dagar Dagar Phirta Hoon Mara Mara Mujh Dukhiya Ka Is Duniya Main Koi Nahin Sahara Tumhi Senay Say Laga Lo Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Teri Ziarat Kay Hain Talib Kardo Duri Yeh Doori Humain Dikha Do Apna Jalwa Hasrat Ho Yeh Puri Chehra Noorani Dikhado Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Rotay Rotay Omer Guzari Milan Ki Sham Na Aaee Kiya Mairay Aaka Aap Ko Mairee Ata Pasand Na Aaee Phir Kuoon Tum Nay Dair Lagaee Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Haryale Gunbat Ka Manzar Jannat Se Hai Pyara Kabay Ka Kaba Hai Roza Pyaray Nabi Tumhara Jali Rozay Ki Dikha Do Shah-E-Zamani Shah-E-Zamani Aka Maki Madani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani Mujh Ko Taiba Main Bula Lo Shah-E-Zamani Dil Ki Hasrat Yeh Nikalo Shah-E-Zamani

Muje Rang De Muje Rang De - Hamd Lyrics

Muje Rang De Muje Rang De Maula Maula Muje Rang De Maula Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai. Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai. Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaa(n) Ke Meri Khatao Ke Baksh De Hai Muje To Tera Hi Asra Tu Halim Hai Tu Rahim Hai.

Muhammad Nabiyyina - Naat Lyrics

Muhammad Nabiyyina, Muhammad Nabiyyina, Ya Shahe Madina, Ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Tez bohat hai dhaara, Mera koun sahaara, Kar do ek ishaara, Toofan banne kinaara Tere hawale hai Aaqa, yeh mera safeena. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Waqt-e-naza jab aa jaaye, Mujh pe karam yeh ho jaaye, Aal-e-Aba ke ho saaye, Naam Tera lab pe jab aaye, Mohsin ko ho jaaye ata, bas Khaak-e-Madina. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Yeh betaab nigaahein, Har damm ashq bahaaye, Dil deta hai sadaaye, Qadmon mein bulaaye, Gardish mein hai sitaara, mushkil ho gaya jeena. Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammad Nabiyyina, Muhammad Nabiyyina, Ya Shah-e-Madina, ya Shah-e-Madina Teri judai mein pal pal jalta hai yeh seena, Muhammada, Muhammada, Muhammada, Muhammada,

Muhammad Mustafa Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai - Naat Lyrics

Muhammad Mustafa Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Habibe Kibriya, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Parho Salley Ala, Salley Ala, Salley Ala, Har Dam Ke Mehboobe Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Wuzu Se Aaein, Bethein, Ba Adab, Bhejein Durood Unpar Jahan Ke Rehnuma Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Farishtey Alamey Bala Se Sun, Sun Kar Yeh Kehte Hain Chalo Noore Khuda, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Huey Hai Jis Ke Faizey Noor Se Donon Jahan Raushan Usi Shamsud Doha, Salley Ala, Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Nikala Jis Ne Chashmah Aab Ka Ungli Se Jangal Mein Usi Behre Sakha, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa Duaein Mangley Jo Mangni Hon Haqq Se, Aey Akbar Tere Mushkil Kusha, Salley Ala Ki Aaj Mehfil Hai Muhammad Mustafa

Mowla Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan - Naat Lyrics

Mowla Ya Salli Wasallim Daaeman Abadan A’la Habibi ka Khayril Khalqi Kullihimi Alhumdo Lillaahe Munshil Khalqe Min Adami Shum Mas Salaato Alal Mukhtaare Fil Qadami Muhammadun Sayyedul Kawnaïni Wa-thaqalaïni Wal Fareeqaïni Min Urbiw Wa Min Ajami Amin Tazak Kore Jiraanim Bezi Salaami Mazajta Dam-An Jara Mim Muqlatim Bedami Fama Le Ay Nay Ka In Qultak Fofa Hamata Wama Le Qalbe Ka Inna Qultastafiq Yahemi Fa Kayfa Tunkero Hubbam Ba’ada Ma Shahedat Behi Alayka Udulud Damaey Was Saqami Astagferul-Laaha Min Qawlim Bela Amaalin Laqad Nasabto Behi Naslal Lezi Ooqomi Nabiyyonal Aameerun Naahi Falaa Ahadunn Abarra-Fi Qawli La Minhu Wa laa Na’Aami Huwal Habibul-Lazi Turja Shafaa’-Atohu Li Kulli Hawlim-Minal Ahwaali Muqtahimi Da’aa Ilal Laahee Fal Mustamsi Kuna Bihi Mustamsi Kuna Be Habli Ghaïrinn Munfaswimi Kaz Zahre Fi Tarafin Wal Badre Fi Sharafin Wal Bahre Fi Karamiw Wad Dahre Fi Hemami Ya Akramal Khalqe Maliman Aluzo Behi Siwa Ka Inda Hululil Hadesil Amami Wal Aale Was Sahbe Summat Tabe-Eena La

Meri qismat ko jaga do ya rasool - Naat Lyrics

Meri qismat ko jaga do ya rasool ek jhalak apni dikha do ya rasool khwaab mein tashreef la kar aik baar deed ka sharbat pila do ya rasool aa gaya beemaar aye mere tabeeb to shifaye kamila do ya rasool umr bhar teri sana khwani karoon har rukawat ko hata do ya rasool woh kabhi bhi uth nahi sakta jise tum nigaahon se gira do ya rasool baksh dega har khata meri Khuda tum zara lab ko hilaa do ya rasool umr isiaa kay sabab barbaad hai tum khatayein bakshwa do ya rasool na kahoon tum se to phir kis se kahoon meri bigri ko bana do ya rasool chaand ko ungli se mehd-e-paak mein jis taraf chaho jhuka do ya rasool sooi mil jaye andhera bhi ho gar tum jo aa kar muskura do ya rasool tum jo chaho to phira kar shams ko raat ko bhi din bana do ya rasool ghair kay dar per mein jaoon kis liye jub talab se tum siwa do ya rasool hai bara weeran shaha qalb-e-ubaid apnay jalwon se basa do ya rasool

Meri Dharkan Mein Ya Nabi - Naat Lyrics

Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Koi Guftugu Ho Lab Par Tera Naam Agaya Hai Teri Midha Kartay Kartay ye Maqaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Dar-e-Mustafa Ka Manzar Meri Chasm-e-Tar Ke Andar Kabhi Subhu Agaya Hai Kabhi Shaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ye Talab Thei Ambiya Ki Rukh-e-Mustafa Ko Dekhein Ye Namaz Ka Waseela Unhe Kaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Do Jahan Ki Ne’matoon Se Tere Dar Se Jo Bhi Maanga Mere Daaman-e-Talab Mein Woh Tamaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Jisse Pee Ke Sheikh Saadi Balaghal Ula Pukarain Mere Dust-e-Natawan Mein Wohi Jaam Agaya Hai Meri Dharkan Mein Ya Nabi Meri Saanson Mein Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Ya Nabi Woh Adeeb Jisne Mehshar Mein Bipa Kiya Hai Mehshar Woh Kaheingay Aao Dekho Ye Ghul

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai - Naat Lyrics

Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Mera Yeh hai Emaan,Yeh Mera Yakeen Hai -Mere Mustafa Sa Na Koi Haseen Hai Ke Rukh Unka Dekha Hai Jabse Qamar Ne Nikalta Hai Moo Ko Chupate Chupate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Qayamat Ka Manzar Bada Purkhatar Hai – Magar Mustafa ka Jo Deewana Ho Ga Who Pul Pay se Guzre Ga Masroor Ho Ke – Naara Nabi Ka Lagate Lagate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai Mere Lab Pe Mola,Na Koi Sada Hai – Fakat Mujh Nikamme ki Yeh Hi Dua Hai Meri Saans Nikle Dar-e- Musftafa Pe – Gham-e-Dil Nabi Ko Sunate Sunate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main Akhiyan Bichchate Bichchate Teri Hasraton Main,Teri Chahton Main Bade din Howe Ghar Sajaate Sajaate Yeh Mana ke Ek Din Aani Kaza Hai – Magar Dosto Tumse Yeh iltaja Hai Ke Shehr-e-Muhammad Ki Har Ek Gali Se – Jaza Uthana Ghumaate Ghumaate Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi hai, Teri Rah Main

Mera dil aur meri jaan Madinay waley - Naat Lyrics

Mera dil aur meri jaan Madinay waley Tujh peh sow jaan sey qurbaan Madinay waley Bhar dey bhar dey meray Aqa meri jholi bhar dey ab na rukh bey sar-o-samaan Madinay waley Tera dar chowr kai jaaun tho kahan jaaun mein meray Aqa meray Sultaan Madinay waley Phir thamanaey ziyarath ney kiya dil beychaeyn phir Madinay ka hai armaan Madinay waley Sabz Ghunbad ki fazaaon mey bula lo mujh ko tera ghaafil hei pareeshan Madinay waley Likh dey likh dey meri qismat mey Madinay likh dey hai teri milk qalamdaan Madinay waley Sag-e-Taibah mujhay sab kahe key pukaray Baydam yahi rakhein meri pehchaan Madinay waley

Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hain - Naat Lyrics

Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Woh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar Hain Jo Sarware Alam Ka, Milad Manate Hain Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Aqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat Hai Hum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate Hain Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Jin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin Wali Unko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate Hain Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Jo Sarware Alam Ko, Lajpal Samajhte Hain Daman Talab Bhar Kar, Mehfil Se Woh Jate Hain Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Me-khwaro Chaley Jana, Me-khwanae Sarwar Mein Woh Jamey Talab Sab Ko; Bhar, Bhar Ke Pilate Hain Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain Allah Ke Khazanon Ke, Malik Hain Nabi Sarwar Yeh Sach Hai Niya