Posts

Kamlii walay to talab say bhi siwaa daytay heyn - Naat Lyrics

Kamlii walay to talab say bhi siwaa daytay heyn Aa-ay mangta to wo sultaan bana daytay heyn Yaad kar lay jo koii dil say mayray aqa ko Teba waalay ussay teba mayn bula laytay heyn Daykhay koii to sada day kay mayray madni ko Pal mayn bigrri huii taqdeer bana daytay heyn Khulq esa to kisi hor nay or nay paya hi nahiin Dushman aaja-ay to chaadar bhi bichha daytay heyn Zikr karta he jo sakar kay mahbubon ka Mayray aqa ussay mahbub bana laytay heyn Kartay heyn aakay karam shaah e do alam un par Jo bhi sarkar ki mehfil ko saja laytay heyn Koii aaja-ay agar jurmon pay naadim ho kar Mayray aqa ussay kamli mayn chhupa laytay heyn Gar koii naam e muhammad ka waziifa kar lay Khuaab mayn aakar wo jalwa bhi dikha daytay hey

Kamli Wale Muhammad - Naat Lyrics

Kamli Wale Muhammad to sadke mein jaa Kamli Wale Muhammad to sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Kamli Wale Muhammad to sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Meri bakhshish wasila Muhammad da naa Meri bakhshish wasila Muhammad da naa Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode wajo koi duniya te pyara nahi Ode warga koi jag te sahara nahi Je na hownde Muhammad na hownda jaha Je na hownde Muhammad na hownda jaha Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Laya badua nu sine kamal hoya Laya badua nu sine kamal hoya Koi habshi tu Hazrat Bilal hoya Ay dar te sawali nu ki ti nei na Ay dar te sawali nu ki ti nei na Jine Aa ge ghariba thi baan par lei Nal ungli ishare te chan toreya Nal ungli ishare te chan toreya Keya suraj aga wal bicha moreya Kamli Wale Muhammad to sadke mein jaa Jine Aa ge ghariba thi baan par le

Kamli wale main qurbaan teri shaan par - Naat Lyrics

Kamli wale main qurbaan teri shaan par Sab ki bigri banana tera kaam hai Thokerein kaa ke girna mera kaam hai Har Qadam par uthana tera kaam hai Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par Ho nigaa karam apne khudaam par Chor di ham ne kasthi tere naam par Abb kinare lagana tera kaam hai Zulm janoo pei jab baha kar lii Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye Abb unne bakhshiwana tera kaam hai Puri Sarkar ki tamanna karo Har bekaari ki Daata jii jholi bar do Door Taiba se roote tarapte hai jo In ko dar pei bulana tera kaam hai Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe Teri Mehboob chokhat salamat rahe Kinz rehmat lotana tera kaam hai Tu ne katroun ko dekha to gir kar diya Tu ne zarooun ko dekha to zar kar diya Tu ne Habshi ko rishq-e-kahar kar diya ultha suraj piraana tera kaam hai Kis se ja kar Saha dil ki haalat kahe Kis se jaa kar ye faryaad saaim kare Teri naatein sunana mera kaam hai Mere gham ko mitana tera kaam hai!

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana - Naat Lyrics

Kamli wale a’amil mera tarpe hai dil gham bulana Yaa Muhammad main tera dewana Tu ne arshe muala pei ja kar aur a’azaboun se ummat pacha kar Saans sukh ka liya saair-e-Jannat kiya – Jawaana Yaa Muhammad main tera dewana Tere dar pei main aya sawali chomoun Sabz-Gumbad ki main jali Main darood paraan seine Jali laga Sakhi Sultana Yaa Muhammad main tera dewana Tere dar pei main aya sawali dena khair na moor na khali Main houn mangta tera tu hai daata mera khair pana Yaa Muhammad main tera dewana Tere Ka’abe dei gird chofere lagaye Hajiaan chakkar batehre Sab tovaaf karan nale nafal paraan bosa laana Yaa Muhammad main tera dewana

Kamli walay kay karam ki bat hay - Naat Lyrics

Kamli walay kay karam ki bat hay warna mujh mangtay ki kia auqat hay mehr o mah or kehkashan ki roushni husn-e-Ahmad :sawas; ki yeh sab khirat hay kalama partay hein teara shajr o hajar bass khuda kay baad teari zaat hay shan kay hamil hen saray ambiya Mearay aaqa :sawas; ki magar kia baat hay ! jab parhi shahid nay naat -e- Mustafa :sawas; jhoom uthi bazam usskay sath hay yeh sab mearay, kamli walay kay karam ki baat hay

Kamli wala aa gaya - Naat Lyrics

Aashiqon khusiyan manaow Kamli wala aa gaya Rabb-e-sallim gun gunaao Kamli wala aa gaya Chehra-e-walfajr sey aur gaysuey wal-layl sey Dil ko aiinah banaao Kamli wala aa gaya Jhuk geya sajdey mey baitullah bhi ta’zeem ko Ab diyey dil ko jalaao Kamli wala aa gaya Gode main ley kar Halima Sadiyah ne yuun kahaa ‘Azmatun key geet gaao Kamli wala aa gaya Jashn-e-Milaad-un-Nabi main un key zikr-e-paak sey Najdioon par qehr dhaao Kamli wala aa gaya Chaand suraj aur sitaro kehkashaan ard-o-falak Rowshani apni barhaao Kamli wala aa gaya Ya Rasulullah ka na’rah lagaa kar sunnio Apney dushman ko bhaghaao Kamli wala aa gaya Tum bhi Nustrat Na’imi mahfil-e-milaad main phool naatoun key khilaaow Kamli wala aa gaya

Kamli waale ki mahfil saji hai - Naat Lyrics

Rukh pe rahmat ka jhumar sajaa’ey Kamli waale ki mahfil saji hai Mujh ko mahsus youn ho raha hai Un ki mahfil main jalwha garii hai Naat husn-e-shah-e-do saraa hai Naat hi zikre rabb-e-jalli hai Naat likhna meri zindagi hai Naat kehna meri bandagi hai Mufliso tum agar chah’te ho Ho ziyaarat dar-e-Mustafa kii Dil ki janib nigaahein jhukaa lo Samne Mustafa ki galii hai Mujh jo fikr-e-shifaa’at ho kyoun kar Do kariimoon ka sayah hai sar par Ik taraf rahmat-e-Mustafa hai Ik taraf lutf-e-rab-e- ’Ula hai Wuh smaa kissa zishan ho ga Jab khuda Mustafâ se kahein ge Ab to sajde se sar ko uthaa lein Aap ki sarii ummat barii hai Dil ke gulshan ki mehkein fizaa’ein Wajd main hain Niyaazi hawaa’ein Un ke husn-e-tasuwwur se merey Dil ke abaad baraah darii hai