Posts

Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala - Naat Lyrics

Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Woh sar chashmai noor-e-fathghay mubeen hai Wohi mash anayra hay azmo yakeen hai Usey say hamaray dilon main ujala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Usey kay yeh gham par hai ahsaan saray Kadam manzelaain chomtey hain hamaray Usey nain andhayron say ham ko nikala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Sahara diya us kay naqshey qadam nain Usey kee tawajo usey kay kadam nain Zamanain kay girtay houon ko sanbhala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Islam ka bola bala Usey kee mohabat hai iman-e-kamil Usey say mila hum ko irfan-e-manzil Usey nain hamain jada-e-haq pay dala Usey say hai Islam ka bola bala Woh Nabiyon Main Rehmat laqab panay wala Usey say hai Isla

Uthado Pardah Dikhaado Chehra - Naat Lyrics

Uthado Pardah Dikhaado Chehra Ke Noore Baari Hijab Me He Zamaana Taareekh Ho Rahaa Hai Ke Mehr Kab Se Naqaab Me He Nahi Wo Meethi Nigaahe Waala Khuda Ki Rahmath He Jalwa Farma Ghazab Se Unke Khuda Bachaaye Jalaale Baari Itaab Me He Jali Jali Boo Se Uski Paidaa na Sauzishe Ishqe Chashm Waala Kabaabe Aahoo Me Bhi Na Paaya Mazaa Jo Dil Ke Kabaab Me He Unhi Ki Boo Ma Ya’e Saman He Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman He Unhi Se Gulshan Mahak Rahe He Unhi Ki Rangat Ghulab Me He Khare He Munkar Nakir Sar Par Na Koyi Haami Na Koyi Yaawar Bataado Aakar Mere Payambar Ke Sakht Mushkil Jawab Me He Khuda-E Qah’haar He Ghazab Par Khule He Badkaariyo Ke Daftar Bachaalo Aakar Shafi-E Mehshar Tumhara Banda Azaab Me He Kareem Aisa Mila Ke Jiske Khule He Haath Aur Bhare Khazaane Bata’o Ae Mufliso Ke Phir Kyoo Tumhara Dil Iztaraab Mein He Kareem Apne Karam Ka Sadqa La’eem Be qadr Ko Na Sharma Tu Aur Raza Se Hisaab Lena Raza Bhi Koyee Hisaab Me He.

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota - Naat Lyrics

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Nabi Ka Daman-e-Rehmat Pakar Lo Aey Jahan Walo Rahe Jab Tak yeh Hathon Main Chalan Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Main Nazan tu Nahi Nasir Magar Apna yeh Dawa hai Sana-e-Mustafa karne se Fan Maila Nahi Hota Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam - Salaam Lyrics

Us Hussain Ibne Haddar pei lakhoun salam Kar liya nosh jis ne shahdat ka jaam Jis ko Dhoke se Koufe bulaya geya Jis ke bachoen ko Pyasa rulaya geya Khanjar zulm jis par chalaya geya Us ki kamil shahadat pei lakhoun salam Jis ne haq Karbala ka aada kar diya Jis ne Nana ka wa’ada wafa kar diya Jis ne kumbe a kumba fida kar diya Baadshah-e-sakhawat pei lahkoun salam Jis ko ummat ka gham hi satata raha Ashq gharoun mein jo bhi bahata raha Jo muqaddar hamare banata raha Us ki sab se a’al-o-ishrat pei lakhoun salam Jis ke shohar par khanjar chalaya geya Jis ke bethe ko khoun mein nalaya geya Jis ki bethi ko qaadi banaya geya Us khatoon-e-qayamat pei lakhoun salam Samne jis ke Akbar zibaah ho geye Goad mei jis ke Asghar tarapte rahe Jis ko ummat ne teeroun ka tohfa diya Us shaheed-e-Mohabbat pei lakhoun salam Zehre khanjar bhi haq baat jis ne kahi Choot par choot seine pei jis ne sahi Jis ki Sugra Madine mei roti rahi Us ki Saim shahadat pei lakhoun salam Wo qaraar-e-dil Sarwar-e-anbiya Jaan-

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai - Naat Lyrics

Unki Mahak Ne Dil Ki Gunche Khila Diye Hai Jis Raah Chal Diye Kunche Basa Diye Hai. Jab Aa Gayi Hai Joshe Rehmat Per Unki Ankhen Jalte Buja Diye Hai, Rote Hansa Diye Hai. Ek Dil Hamara Kya Hai, Aazaar Uska Kitna Tumne To Chalte Phirte Murde Jila Diye Hai. Unke Nisar Koi Kaisi Hi Ranj May Ho Jab Yaad Aa Gaye Hai Sab Gam Bhoola Diye Hai. Humse Faqir Bhi Abb Feri Ko Oothte To Honge, Abb To Gani Ke Dar Pe Bistar Jama Diye Hai. Asra May Guzre Jis Dam Baide Pe Qudsiyo Ke Hone Lagi Salami Parcham Jhooka Diye Hai. Aane Do Ya Doobo Do Abb TO Tumhari Jaanib Kasti Tumhi Pe Chhodi Lanagr Ootha Diye Hai. Dulha Se Itna Keh Do Pyare Sawari Roko Mushkil May Hai Baraati Purkhaar Wadiye Hai. Allah Kya Jahannam Abb Na Shard Hoga Ro Ro Ke Mustafa Ne Dariya Baha Diye Hai. Mere Karim Se Gar Khatra Kisi Ne Manga Dariye Baha Diye Hai Dur Be Baha Diye Hai Mulke Shuqan Ke Shahi Tumko RAZA Mussllam Jis Simt Aa Gaye Ho Sikke Bitha Diya Hai

Tu kareem hai kar de karam - Hamd Lyrics

Tu kareem hai kar de karam. Tu raheem hai kar de karam. Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Dunya ki mohabbat ka qaidi hoon Mujhe apni mohabbat ata kar de Main kuch bhi hoon, Tera banda hoon Aye Maula mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Teri rehmaton ka bas taalib hoon Mujhe apni himayat aata kar de Main mujrim hoon, main mujrim hoon Aye Khuda tu mujhko reha kar de Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Mere har ik saans mein bass jaaye Tere dhikre munnawar ki khushboo Tere dhikre muqaddas ki khushboo Ho Ka’aba mere tassawur mein Meri nass nass bole Allah Hu Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Phir josh e Bilali paida ho Muslim ki paak azaanon mein Phir haidri naare gunj uthein Batil ke sab imaanon mein Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Zikr e kherulwara bay khatar kijiay - Naat Lyrics

Zikr e kherulwara bay khatar kijiay Haan yahi kaam shaam o sahar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki ghattaa Aap kay ghar bhi a-ayn habeeb e khuda Naat say roashni apnay ghar kijiay Gham milay ya kay haasil ho koii khushi Lab pay jaari rahay ya nabi ya nabi Iss taraah zindgaani basar kijiay Har taraf say ghulaamon ki he yay sadaa Almadad mustafa almadad mustafa Sadqa hasnein ka ik nazar kijiay Zindagi mayn hazaron safar kar liay Dil nay chaaha na chaaha magar kar liay Ab dar e mustafa ka safar kijiay Chaahtay ho jo barsay karam ki gahattaa Lab pay jaari rahay mustafa mustafa Iss taraah zindgaani basar kijiay Laakhon tufaan heyn laykin kinara nahiin Or naasir ka koii sahara nahiin Ik nazar ik nazar ik nazar kijiay