Posts

Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam - Manqabat Lyrics

Image
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Madine walon gawah rehna Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Katein hain baazu chida hai seena Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Gareeb

Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai - Salaam Lyrics

Image
Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Charag-o-Masjid-o-Mimbar salam kehte hain Nabi, Rasool-o-Payambar salam kehte hain Ali-o-Fatima, Shabbar salam kehte hain Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Khuda ki raah mein sir ko kata diya tumne Nabi ke deen pe ghar ko luta diya tumne Nishan-e-Kufr ko yaksar mita diya tumne Tumhein Khuda bhi tumhara salam kehta hai Tumh

Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa

Image
Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Har dard mein sambhala Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe

Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai - Naat Lyrics

Image
Jaan-o-Dil qurbaan hai Jaan-o-Dil qurbaan hai Woh toh aashiqon ki jaan hain Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Mera ghar, aulad o jaan Mehboob par qurbaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Maalik-o-Mukhtar Aaqa Maalik-o-Mukhtar Aaqa kaisa woh Zeeshan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Pher letin dil pe churiyan Yeh mera imaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Dilbare Ma

Tere damane karam me jise neend aa gayi hai - Naat Lyrics

Image
Tere damane karam me jise neend aa gayi hai Jo fana na hogi aisi use zindagi mili hai Mujhe kya padi kisi se karu arze mudd'a mai Meri lau to bas unhi ke dar e jood se lagi hai Wo jahan bhar ke daata mujhe fer denge khaali Meri tauba ai khuda ye mere nafs ki badi hai Mai maru to mere maula ye malaika se keh de Koi is ko mat jagana abhi aankh lagi hai Mai gunahgaar hu aur bade martabon ki khahish Tu magar Karim hai jo teri banda parwari hai Teri yaad thapki dekar mujhe ab shaha sulade Mujhe jaagte hue yoon badi der ho gayi hai Tera dil shakta Akhtar isi intezaar mein hai Ke abhi naweede waslat tere dar se aa rahi hai

Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera - Manqabat Lyrics

Image
Waah kya martaba aye Gaus hai bala tera Unche unchon ke saron se kadam aala Tera Sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa Tera  Aulia malte hain aankhen woh hai talwa Tera Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Khuda ke fazl se hum par hai saya Gaus-e-Azam ka Hamein dono jahan mein hai sahara Gaus-e-Azam ka Mureedi la takhaf kehkar tasalli di gulamon ko  Qayamat tak rahe be khauf banda Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Azeezon kar chuko tayyar jab mere janaze ko To likh dena kafan par naame wala Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Farishton rokte kyun ho mujhe Jannat mein jane se Yeh dekho haath mein daaman hai kiska Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer Agar che murg sabke bol kar khamosh hote hain Magar haan murg bolega hamesha Gaus-e-Azam ka Baghdad wale dulha raushan zameer Mere Peeran-e-Peer

Chashme karam ki baat hai Khwaja -Manqabat Lyrics

Image
Chashme karam ki baat hai Khwaja Kya meri aukaat hai Khwaja Sab ko mile ek jaam karam ka Saavan ki barsaat hai Khwaja Khali jholi bhar jayegi Ek nazar ki baat hai Khwaja Tum hi meri laaj rakhoge Haath mein Tere haath hai khwaja Mehshar mein woh baksha jaae Jo bhi Tere saath hai Khwaja Dilli Rajasthan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Hind mein nabbe lakh ko kalma padhwaya Hum par hai ehsan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Saara ana sagar kooze mein bhar aya Sunte hi farmaan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Faiz-e-Madina milta hai Ajmer se hi Rauza hai zeeshan Tumhara Ya Khwaja Saara Hindustan Tumhara Ya Khwaja Rahe salamat Sunni Dawate Islami Yeh to hai faizan Tumhara ya Khwaja Saara hindustan Tumhara ya Khwaja