Posts

Madh Songs - 1

#dailyui 009 Music Player : Moonlight Serenade Glenn Miller ♡ Press play

Naat Shareef Mp3

Image
Skeuomorphic Audio Player 0:00 0:00 Drawings With Words 3RDBURGLAR

Mere Ghous Piya ( Man)

Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani Choot-ti Hain To Choote Duniya, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Apne Gale Mein Ghous Ka Patta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous Ke Darr Par Umar Guzari, Ghous Ke Darr Ke Hum Hain Bhikari Iss Khoote Se Khud Ko Baandha, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Waliyo Ne Di Unko Salaami, Abdalo Ne Kee Hai Ghulami Ooncha Rahega Unka Jhanda, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous Ka Daaman Kaise Chore, Jism O Rooh Ka Naata Unse Unse Thehra Deen Ka Rishta, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Unke Haath Me Haath Diya Hain, Khud Ko U jagar  Bech Diya Hain Ab Na Kabhi Chorenge WALLAH, Ghous Ka Daaman Na Chorenge Ghous E Paak Ke Chahne Walo, Saath Ubaid Ke Mil Ke Keh Do Marte Damm Tak In-sha-Allah, Ghous Ka Daaman Na Chorenge

Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam - Manqabat Lyrics

Image
Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Adu the jab sir pe tegh tole Hussain sajde mein jaake bole Madine walon gawah rehna Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Madine walon gawah rehna Namaz meri kaza nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Pukare Abbas aye Sakina Main paani launga aye Sakina Katein hain baazu chida hai seena Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Katein hain baazu chida hai seena Abhi mera sir kata nahi hai Hussain jaisa Shaheed-e-Aazam Jahan mein koi hua nahi hai Churi ke niche gala hai lekin Kisi se koi gila nahi hai Gareeb

Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai - Salaam Lyrics

Image
Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Tumhare sajde ko Kaaba salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Jalal-e-Gumbad-e-Khazra salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Charag-o-Masjid-o-Mimbar salam kehte hain Nabi, Rasool-o-Payambar salam kehte hain Ali-o-Fatima, Shabbar salam kehte hain Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Khuda gawah ke Nana salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Chaman ka har gul-o-guncha salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Hussain tumko zamana salam kehta hai Khuda ki raah mein sir ko kata diya tumne Nabi ke deen pe ghar ko luta diya tumne Nishan-e-Kufr ko yaksar mita diya tumne Tumhein Khuda bhi tumhara salam kehta hai Tumh

Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa

Image
Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Mamta ka aasman hai Meri maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Har dard ki dawa hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Bachpan mein mujhko paala Har dard mein sambhala Har dard mein sambhala Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Mera tu kul jahan hai Meri maa tujhe salam Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa meri pyari maa Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe salam Maa tujhe salam Meri maa tujhe

Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai - Naat Lyrics

Image
Jaan-o-Dil qurbaan hai Jaan-o-Dil qurbaan hai Woh toh aashiqon ki jaan hain Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Mera ghar, aulad o jaan Mehboob par qurbaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Chand ke tukde kiye suraj phiraya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Kankari bejaan thi kalma padhaya Aapne Maalik-o-Mukhtar Aaqa Maalik-o-Mukhtar Aaqa kaisa woh Zeeshan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Ungliyan kaati jinhone Husn-e-Yusuf dekh kar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Dekh letin woh agar mere nabi ko ek nazar Pher letin dil pe churiyan Yeh mera imaan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Marhaba kitna sohna nabiyon ka sultan hai Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Kya bayan ho shaan humse Mustafa ki aal ki Dilbare Ma