Ey Mowla ik baar dikhadey Jalwa Kamli waley ka - Naat Lyrics

Ey Mowla ik baar dikhadey Jalwa Kamli waley ka
Tan man wara jis ney deykha chehra Kamli waley ka

Ghaus Qutb Abdaal Kalandar, sab Unkey gun gaathey hai
Farshain zameen par arshay bareen par, charcha Kamli waley ka

Qabr mey jab poonchein gey farishtey apna ta’ruf peysh karo
Tho keh dun ga unsey, keh mey hun mangta pyaray Aqa ka

Har neymat deyta hai Khuda, par waar keh Un par deta hai
Khataa hai alam sara sadqah Kamli waley ka

Ho gi talab meri yeh puri, duur woh karein gey wo duuri
Insha’Allah ham deykhein gey Rowza Kamli waley ka

Comments

Popular posts from this blog

Dil mein ishqe nabi ki ho aisi lagan - Naat Lyrics in Urdu

Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril e Amin Se Poocho - Naat Lyrics

Dil pe qalme ki zarb laga - Hamd Lyrics